Juma Kareem Hai Lyrics

Juma Kareem Hai Lyrics

 

Jo Yaum Sab Ayaam me Sab Se Azeem Hai
Woh Juma Kareem Hai Juma Kareem Hai
Jo Din Pasandidaye Gafoorur Raheem Hai
Woh Juma Kareem Hai Juma Kareem Hai

Jis Din Ke Waste Mere Aaqa Ne Farmaye
Juma Rab Ne Momin Ke Liye Eid Banaya
Jo Din Nigahe Aaqa Me Itna Azeem Hai
Woh Juma Kareem Hai Juma Kareem Hai

Jis Din Hui Thi Pyare Hazrat Adam Ki Takhleeq
Jis Din Hua Tha Aap Ka Wisaale Ba Kamaal
Jo Din Khuda Ke Nazdeek Itna Azeem Hai
Woh Juma Kareem Hai Juma Kareem Hai

Jo Yaum Sab Ayaam me Sab Se Azeem Hai
Woh Juma Kareem Hai Juma Kareem Hai
Jo Din Pasandidaye Gafoorur Raheem Hai
Woh Juma Kareem Hai Juma Kareem Hai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,061 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,925 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,917 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,546 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,013 views

Leave a Comment