Jaane Karbala Ko Hamara Salaam Ho Naat Lyrics

Jaane Karbala Ko Hamara Salaam Ho Naat Lyrics

 

Jaane Karbala Ko Hamara Salaam Ho
Piyaso ke Peswa Ko Hamara Salaam Ho

Nanhi si Jaan V Ali Asgar Ne Ki Nisar(2)
Dildar e Fatma ko Hamara Salaam ho (2)

Jaane Karbala ko Hamara Salaam ho
Piyaso K peswa ko hamara salam ho

Darya Pe youhine Kehte the muslim ke dono laal (2)
Kasti Ka Na Khuda Ko Hamara Salaam ho (2)

Jaane Karbala ko Hamara Salaam ho
Piyaso k Peswa ko hamara Salam ho

Har Zarra Zarra Kahta hai ye Athar Ashrafi (2)
Gulzar e Fatma ko hamara Salaam ho

Jaan e Karbala ko hamara salaam ho..

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,353 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment