Hazrat Ali Manqabat

Hazrat Ali Manqabat

 

 

Khaak e Dar e Ali Na Hua Lyrics

 

Ali Ali Ya Ali

Ali Mola Ali Mola

 

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

Sab Kuchh Mujhe Mila Hai Magar Kam Yehi To Hai

 

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

 

Usne Kaha Ke Kis Liye Kahte Ho Ya Ali

Maine Kaha Ke Zakhm Ka Marham Yehi To Hai

 

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

 

Ik waar Mere Saath Kaho Ya Ali Madad

Bedam Pade Huye Ho To Phir Dam Yehi Hai

 

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

 

Ham Kyuñ Na Mushkiloñ Me Pukaren Ali Ka Naam

Sab Kah Rahe Sheba-e-Aadam Yehi To Hai

 

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

 

Bas Ya Ali Madad Kaho Bas Ya Ali Madad

Zeeshan Munkiroñ Ke Liye Gham Yehi To Hai

 

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

Khaak-e-Dar-e-Ali Na Hua Gham Yehi To Hai

 

 

Mola Ali Mola Lyrics | Hasan Sadiq

 

Kah Gaye Khum Me Nabi
Ali Waliyoñ Ka Wali,
Mola Jis Jis Ka Huñ Maiñ
Uska Mola Hai Ali.

 

Sab Suno Baat Meri Ghaur Se, Tum Bhool Na Jana
Tum Meri Aal Se Quraañ Se, Kabhi Door Na Jana
Aal Meri Ka Mere Baad Jo Bhi Ban Ke Raha,
Hogi Uski Bhali, Hogi Uski Bhali.

 

Kah Gaye Khum Me Nabi
Ali Waliyoñ Ka Wali
Mola Jis Jis Ka Huñ Maiñ
Uska Mola Hai Ali.

 

Malikul-Mulk Hai, Malik Jo Har Jahan Ka Hai
Faisla Mera Nahin, Hukm Ye Rahman Ka Hai
Sath Mere Ali Ko Izn Shafa’at Ka Mila,
Jiska Nara Har Gali, Jiska Nara Har Gali.

 

Kah Gaye Khum Me Nabi
Ali Waliyoñ Ka Wali,
Mola Jis Jis Ka Huñ Maiñ
Uska Mola Hai Ali.

 

Baba Hasnain Ka, Ye Hai Zaman-e-Roz-e-Jaza
Jo Raza Hai Ali Ki, Hai Wahi Khuda Ki Raza
Waqt-e-Mushkil Ali Wali Ka Jisne Naam Liya,
Uski Mushkil Hai Tali, Uski Mushkil Hai Tali.

 

Kah Gaye Khum Me Nabi
Ali Waliyoñ Ka Wali
Mola Jis Jis Ka Huñ Maiñ
Uska Mola Hai Ali

 

Peshwa Baad Mere Gar Ali Banaoge,
To Yaqinan Dayar-e-Khuld Me Tum Jaoge,
Jis Se Khursheed-Sitare Sabhi Paate Hain Ziya,
Mazhar-e-Noor-e-Jali, Mazhar-e-Noor-e-Jali.

 

Kah Gaye Khum Me Nabi
Ali Waliyoñ Ka Wali
Mola Jis Jis Ka Huñ Maiñ
Uska Mola Hai Ali


 

Ali Da Malanga Lyrics

 

Ali Da Malanga Lyrics | Farhan Ali Waris

 

Haq Ali Mola ×3
Ali Ali Haq
Haq Ali Mola
Ali Ali Haq

 

Mola Hu
Mola Hu
Mola….

 

Mola Hu
Mola….

Mola Hu
Mola…

Mola Hu
Mola….

 

Pakay Sehwan Vich Dhamalañ
Pakay Sehwan Vich Dhamalañ

Laal Naare Maar Da

 

Haq Hai Mola Ali Mola
Haq Hai Mola Ali Mola

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

 

Bhaañway Kat Jaaway Zabañ
Ho Jaway Sir Tan Toñ Juda,
Mere Layi Afzal Ibadat
Zikr-e-Shaah-e-La Fata,

Chad Ke Sooli Te Ali Di
Chad Ke Sooli Te Ali Di
Karda Ay Meesum Sana.

 

Haq Hai Mola Ali Mola
Haq Hai Mola Ali Mola

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

 

Dheriyaañ Mitti Deyañ
Dekho Bana Kay Ba-Khuda,
Mola De Dar Da Gada gar
Khuld De Ghar Vech Da,

Galiañ Vich Bahlol Dana
Galiañ Vich Bahlol Dana
Denda Aey Ay Ho Sada.

 

Haq Hai Mola Ali Mola
Haq Hai Mola Ali Mola

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

 

Fatimi Dahleez Di
O Naukari Karda Rehyañ,
Deke Daarhi Naal Jhaaro
Pa Gaya Rutba Juda,

Har Ghadi Ay Wird Jaari
Har Ghadi Ay Wird Jaari
Hazrat-e-Salman Da.

 

Haq Hai Mola Ali Mola
Haq Hai Mola Ali Mola

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

 

Mola De Darbar Vich
Banke Kay Gada gar Aa Gaya,
Shah Ne Apne Sawaali
Nu Tawangar Kar Dita,

Bhar Gayi Be-Zar Di Jholi
Bhar Gayi Be-Zar Di Jholi
Ban Abuzar Boleya.

 

Haq Hai Mola Ali Mola
Haq Hai Mola Ali Mola

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

 

Haider-e-Karrar Da
Shagird Vekho Ban Gaya,
Ho Gayi Roohul Amiñ Tay
Khaas Mola Di Ata,

Gooñj Di
Ho …
Gooñj Di
Gooñj Di Jibreel Di Ay
Gooñj Di Jibreel Di Ay
Arsh Te Aj Vi Nida.

 

Haq Hai Mola Ali Mola
Haq Hai Mola Ali Mola

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

 

Kaaba Vi Manda Ay
Mola Haider-e-Karrar Nu,
Aamad-e-Binte Asad Tay
Apni ey Deewar Nu,

Dar Bana Ke Muskura Kay
Dar Bana Ke Muskura Kay
Kenda Ay Bait-e-Khuda.

 

Haq Hai Mola Ali Mola
Haq Hai Mola Ali Mola

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

 

Shams, Ajmeri, Bareeñ
Baba Fareedan, Bulle Shah,
Laal Sachchal, Tey Bhithayi
Noorani, Abdullah Shah

Farhan-o-Jawwad Mil Kay
Keh De ne Sab Auliya.

 

Haq Hai Mola Ali Mola
Haq Hai Mola Ali Mola

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

Ali Da Malangañ
Maiñ Ali Da Malangañ

 

 

Sher e Khuda Tha Musallay Par Lyrics By Umair Zubair

 

Koofe Ki Aankh Ne Dekha, Wo

Masjid Me Qayamat Ka Manzar,

Farooqi Kaise Bayan Karuñ

Haider Ki Shahadat Ka Manzar.

 

Ye Waqt Namaz-e-Fajar Ka Tha

Aur Sher-e-Khuda Tha Musalle Par,

Phir Tumko Batauñ Kya Logo

Kya Zulm Hua Tha Musalle Par !

 

Ye Waqt Namaz-e-Fajar Ka Tha

Aur Sher-e-Khuda Tha Musalle Par

 

Maloom Tha Bint-e-Haider Ko

Wo Khabar Thi Shaam-e-Gharibañ Ki,

Unneesve Roze Ki Sahri

Jo Khoon Gira Tha Musalle Par.

 

Ye Waqt Namaz-e-Fajar Ka Tha

Aur Sher-e-Khuda Tha Musalle Par

 

Karbal Ki Kahani Se Pahle

Ye Waqt Bhi Koofe Ne Dekha,

Zainab Ka Baba Zarbat Se

Mazroob Hua Tha Musalle Par.

 

Ye Waqt Namaz-e-Fajar Ka Tha

Aur Sher-e-Khuda Tha Musalle Par

 

Mahraab o Mimber Masjid Ke

Aazurda The Afsurda The,

Aaj Aakhiri Bar Imam e Ali

Mazloom Khada Tha Musalle Par.

 

Ye Waqt Namaz-e-Fajar Ka Tha

Aur Sher-e-Khuda Tha Musalle Par

 

Sajdoñ Ka Shok Mere Dil Me

Kuchh Ye Bhi Soñch Ke Badhta Hai,

Farooqi Zakhmi Ho Kar Bhi

Mera Peer Jhuka Tha Musalle Par.

 

Ye Waqt Namaz-e-Fajar Ka Tha

Aur Sher-e-Khuda Tha Musalle Par

 

Ali Waleyo Mubaraan Lyrics | Ali Hamza

 

Mubarakañ.. mubarakañ devo ral ke
Mubarakañ.. mubarakañ devo ral ke

 

Jerhi paang si paak Muhammad ﷺ di
Hoyi aaj usdi takmeeley
Deda aan mubarak arshañ touñ
Peya ey keh ke jibreeley

 

Ali waleyo
Hon mubarakañ Ali waleyo
Hon mubarakañ Ali waleyo

 

Noori keñhde kar lo zyartañ
ajj Ali aaye

Hon mubarakañ Ali waleyo
Hon mubarakañ Ali waleyo

 

Noori keñhde kar lo zyartañ
ajj Ali aaye
Hon mubarakañ Ali waleyo

 

Keeta zahoor jadd noor-e-jali ney
Abu Taalib tey Paak Nabi ney
Tey naal chaawañ kitiyañ sakhawatañ
ajj Ali aaye

 

Hon mubarakañ Ali waleyo
Hon mubarakañ Ali waleyo

 

Mubarakañ.. Murkanañ Devo ral ke
Mubarakañ.. Murkanañ Devo ral ke

 

Aakheya sarwar mera veerey
Aakheya sarwar mera veerey
Bhejeya rabb ne mera wazeerey
Tey saj diyañ ne iss looñ wazartañ
Ajj Ali aaye

 

Hon mubarakan Ali waleyo
Hon mubarakan Ali waleyo

 

Rab dey Ghar nu khushiyañ chadhiyañ
Rab dey Ghar nu khushiyañ chadhiyañ
Hoorañ ne salwaatañ padhiyañ
Tey paiyiañ sajde vichen tahaartañ
Ajj Ali aaye

 

Hon mubarakan Ali waleyo
Hon mubarakan Ali waleyo

 

Mubarakañ.. mubarakañ devo ral ke
Mubarakañ.. mubarakañ devo ral ke

 

Hawwa Mariyam Aasiya aayiyañ
Hawwa Mariyam Aasiya aayiyañ
Binte Asad nu den badhayiyañ
Te naal ral ke karan tawaaftañ
Ajj Ali aaye

 

Hon mubarakañ Ali waleyo
Hon mubarakañ Ali waleyo

 

Makhdooma di khaas dua ey
Makhdooma di khaas dua ey
Baab-e-ilam toñ hoyi ataa ey
Tey tayinu khursheed paiyiañ ne bahartañ

 

Hon mubarakañ Ali waleyo
Hon mubarakañ Ali waleyo

 

Noori keñhde kar lo zyartañ
ajj Ali aaye
Hon mubarakañ Ali waleyo

 

Mubarakañ.. mubarakañ devo ral ke
Mubarakañ.. mubarakañ devo ral ke

 

 

 

 

 

Sana e Fatima Zehra Lyrics | Milad Raza Attari

 

Fatima Zehra
Fatima Zehra

Sayeda

Fatima Zehra
Fatima Zehra

 

Na Kyuñ Raazi Ho Mujhse Se Phir Khuda-e-Fatima Zehra
Kiya Karta Hun Main Madho Sana-e-Fatima Zehra

Ye Mohtaaji Ka Khadsha Dil Me Aane He Nahi Deti
Sada khush Haal Rakhti Hai Ata-e-Fatima Zehra

Na kyun Raazi Ho Mujhse Se Phir Khuda e Fatima Zehra
Kiya Karta Hun Main Madho Sana-e-Fatima Zehra

 

Wo Jisko Apne Jism-e-Paak Ka Hissa Kahen Aaqa
Sa’adat Ye Mili Kisko Siwa-e-Fatima Zehra

Na kyun Raazi Ho Mujhse Se Phir Khuda e Fatima Zehra
Kiya Karta Hun Main Madho Sana-e-Fatima Zehra

 

Gada-e-Fatima Zehra Khuda Ka Fazl Paata Hai
Bihamdillah Maiñ Bhi Huñ Gada-e-Fatima Zehra

Na kyun Raazi Ho Mujhse Se Phir Khuda e Fatima Zehra
Kiya Karta Hun Main Madho Sana-e-Fatima Zehra

 

Khuda Inaam Ye Dega Ke Unke Chahne Wale
Rahenge Hashr Me Zere Liwa-e-Fatima Zehra

Na kyun Raazi Ho Mujhse Se Phir Khuda e Fatima Zehra
Kiya Karta Hun Main Madho Sana-e-Fatima Zehra

 

Riza-e-Khaliq-e-Kull He Riza-e-Mustafa Thahri
Riza-e-Mustafa Thahri Riza Mustafa Thahri Riza-e-Fatima Zehra

Na kyun Raazi Ho Mujhse Se Phir Khuda e Fatima Zehra
Kiya Karta Hun Main Madho Sana-e-Fatima Zehra

 

Ilahi Deen-o-Duniya Ki Bhalayi Bakhsh De Mujhko
Baraye Fatima Zehra, Baraye Fatima Zehra

Na Kyuñ Raazi Ho Mujhse Se Phir Khuda e Fatima Zehra
Kiya Karta Huñ Maiñ Madh-o-Sana-e-Fatima Zehra

 

Salam-e-Vaalihana Bhej Arfaq Un Nigahoñ Par
Hamesha Jo Rahin Mahw-e-Liqa-e-Fatima Zehra

Na kyun Raazi Ho Mujhse Se Phir Khuda e Fatima Zehra
Kiya Karta Hun Main Madho Sana-e-Fatima Zehra

 

Ali Zamin Lyrics Hassan Sadiq

 

Allah……… Huakbar

 

Ali Zamin

Ali Zamin

 

Hai Roz-e-Hashar Ka Mera

Ali Zamin

 

Ali …. Zamin

Ali …. Zamin

 

Maiñ Ghulam-e-Murtaza Huñ Qabr Ka Mujhe Na Dar

Wird Ya Ali Ka Hai Har Ghadi Zuban Par

Dhadkanon Ki Hai Yehi Sada .. Ali Zamin

 

Ali …. Zamin

Ali …. Zamin

 

Nabi Se Jisko Pyar Hai Uska Jo Hubdar Hai

Jo Bhi Uski Aal Ka Ba-Khuda Gham-khwar Hai

Uska He Banega Har Jagah .. Ali Zamin

 

Ali …. Zamin

Ali …. Zamin

 

Ban Ja Ya Ali Ka Tu Yuñ Bhatak Na Dahar Me

Hoñge Teri Qabr Me Saath Hoñge Hashr Me

Chhor Kar Tu Dar Sabhi Bana .. Ali Zamin

 

Ali …. Zamin

Ali …. Zamin

 

 

Poocha Man Imamoñ ka Mujhse Nakirain Ne

Aake Lahad Me Kaha Baba-e-Hasnain Ne

Unko Tu Khursheed Ye Bata .. Ali Zamin

 

Ali …. Zamin

Ali …. Zamin

 

Ali Zamin Hai Roz-e-Hashar Ka Mera

 

Ali …. Zamin

Ali …. Zamin

 

 

 

Bas Ek Shakl Hai Mahshar Me Muh Dikhane Ki Lyrics

 

Ya Ali… Ya Ali..
Mola.. Ali, Mola.. Ali

 

(Nisbat Mili Jo Peer Ki Sadqa Ali Ka Hai
Sabse Alag Tareekh Me Rutba Ali Ka Hai
Sher-e-Khuda Ke Waste Suraj Palat Gaya
Allah Bhi Kare Naaz Wo Sajda Ali Ka Hai)

 

Bas Ek Shakl Hai Mahshar Me Muh Dikhane Ki
Jabeeñ Pe Khaak Hai Haider Ke Aastane Ki.

 

Khuda Kare Na Uthe Sar Tumhari Chaukhat Se
Yehi Jagah Hai Zamane Me Sar Jhukane Ki.

Bas Ek Shakl Hai Mahshar Me Muh Dikhane Ki
Jabeeñ Pe Khaak Hai Haider Ke Aastane Ki.

 

Ya Ali… Ya Ali..

Humare Haath Me Bas Ik Tumhara Daman Hai
Tumhare Haath Me Taqdeer Hai Zamane.

Bas Ek Shakl Hai Mahshar Me Muh Dikhane Ki
Jabeeñ Pe Khaak Hai Haider Ke Aastane Ki

 

Mola.. Ali, Mola.. Ali

(Khaibar Ka Kaañp Jana Apni Jagah
Magar
Jo Arsh ko Hila De Wo Nara Ali Ka Hai)

 

Hai Waqya To Yehi Banda-e-Ali Hooñ Maiñ
Ye Aur Baat Hai, Soorat Nahiñ Jatane Ki.

Bas Ek Shakl Hai Mahshar Me Muh Dikhane Ki
Jabeeñ Pe Khaak Hai Haider Ke Aastane Ki

 

Ya Ali… Ya Ali..

Tumhari Deed Ibadat Hai Mere Mashrab Me
Mere Khameer Me Ulfat Hai Is Gharane Ki.

Bas Ek Shakl Hai Mahshar Me Muh Dikhane Ki
Jabeeñ Pe Khaak Hai Haider Ke Aastane Ki.

 

Mola.. Ali, Mola.. Ali

Wiqaar Aapka Ruswa Na Ho Do Aalam Me
Ye Ek Arz Thi Sarakar Ko Sunane Ki.

Bas Ek Shakl Hai Mahshar Me Muh Dikhane Ki
Jabeeñ Pe Khaak Hai Haider Ke Aastane Ki

 

 

Mujhe To Ali Chahiye Lyrics

 

Zamane Ke Har Ik Wali Ne Kaha
Mujhe To Ali Chahiye
Jo Haiñ Har Zamane Ke Mushkil Kusha
Mujhe To Ali Chahiye

 

Ali Ka Hai Imaan Bachpan Se Kaamil
Wo Mera Ali Panjtan Me Hai Shamil
Milega Jahañ Se Nabi Ka Pata
Mujhe To Ali Chahiye

 

Ali Ki Mohabbat Hai Imaañ Ka Hissa
Wahañ Kaam Aayega Mera Bharosa
Uthuñga Lahad Se Ye Kahta Hua
Mujhe To Ali Chahiye

 

Ye Zikre Ali Hai Nahiñ Band Hoga
Mere Baad Saara Zamana Kahega
Ye Mesum Ne Sooli Pe Chadhkar Kaha
Mujhe To Ali Chahiye

 

Wo Karbal Ki Waadi, Wo Shahar-e-Najaf Ho
Koi Bhi Ho Khitta Kisi Bhi Taraf Ho
Jalaya Hai Jisne Diye Se Diya
Mujhe To Ali Chahiye

 

Bane Jab Muhajir Aur Ansar Bhai
Nabi Ki Nigaheñ Ali Par Phiraayiñ
To Farmaya! Bhai Ali Hai Mera
Mujhe To Ali Chahiye

 

Mita kya Sakega Hameñ Ye Zamana
Hamari Taraf Hai Nabi Ka Gharana
Is Ummat Pe Hai Sayeda Ki Dua
Mujhe To Ali Chahiye

 

Khudaya Mera Bhi Muqaddar Jaga De
Mujhe Bhi Najaf Ka Musafir Bana De
Na Roke Zamana Mera Rasta
Mujhe To Ali Chahiye

 

Wiladat Hui Jinki Qaabe Ke Andar
Batata Hai Hamko Ye Khwaja Ka Tewar
Yehi Kah Rahe Haiñ Wo Khwaja Piya
Mujhe To Ali Chahiye

 

Maiñ Sunni Huñ Mujhko Ye Nisbat Mili Hai
Nigahoñ Me Mere Najaf Ki Gali Hai
Mubarak Ho Tujhko Tera Rahnuma
Mujhe To Ali Chahiye

 

Ye Izzat Ye Shohrat Ye Daulat Ye Sarvat
Mila Hai Ye Sab Kuch Ali Ki Badaulat
Mere Pass Sab Hai Ali Ka Diya
Mujhe To Ali Chahiye

 

Ae Noor-e-Mujassam Karo Zikr-e-Haider
Milenge Isi Raaste Se Payamber
Hussaini Jo Hoga Wo Dega Sada
Mujhe To Ali Chahiye

 

Ali Nu Manda Ja Lyrics

 

Ya Ali Ya Ali

Je Mola Ya Ali
Tere Ishq Me Ghoomun Nagar Nagar
Tere Geet Main Gaun Gali Gali

Main Safeer Teri Wila Ka Hooñ
Mera Kaam Hai “Dam Dam Ali Ali”

 

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali

Ali Mola, Ali Mola, Ali Mola, Ali Mola
Ali Mola, Ali Mola, Ali Mola

Ali Mola, Ali Mola, Ali Mola, Ali Mola
Ali Mola, Ali Mola, Ali Mola

 

Haideriam Haideriam Haideri
Haideriam Haideriam Haideri

 

Ali.. Ali Ya Ali Ali Ali Ali Ya Ali

 

Han Murshad Man Ke Paak Ali Nu
Haider Haider Karda Jaa

Bas Ali Nu
Ali Nu Manda Ja..
Ali Nu Manda Ja..

 

Bakht Ko Tere Bhaag Lagenge
Daur Ke Jannat Aa Jayegi
Ali Ali – Ali Ali

 

Hañ, Ik Din Saari Duniya Tere
Peeche Peeche Khud Aayegi
Ali Ali – Ali Ali

 

Hañ, Saanson Ki Tasbeeh Bana Kar
Naam Ali Ka Japta Ja

Bas Ali Nu
Ali Nu Manda Ja
Ali Nu Manda Ja
Manda Ja..
Ali Nu Manda Ja
Ali Nu Manda Ja

 

Hañ, Masti Me Hain Basti Wale
Tu Bhi Mere Yaar Ajab
Are Tujhko Kya Maaloom Nahi Hai
Eid Ka Din Hai 13 Rajab
Maa Ki Taharat Ka Ailaan
Tu Jashn Manakar Karta Ja

Ali Nu Manda Ja
Bas
Ali Nu Manda Ja

 

Abhi To Bint e Asad Thiñ
Tawaf e Kaaba Me,
Ke Pathhaoñ Pe Khushi Se
Ajeeb Laali Thi,
Khuda Ka Shukar Ke
Ik Samt Ruk Gayiñ Warna,
Har Ek Samt Se Deewar
Phatne Waali Thi.

Han Bint e Asad Khud Deñgi Duaeiñ
Haider Haider Karta Ja

Ya Haider Ya Haider
Haq Ali Da Pahla Number
Haq Ali Da Pahla Number

 

Salman Da Mola Ali Ali
Miqdad Da Aaqa Ali Ali
Jag Palan Waala Ali Ali
Arshañ Da Rakkha Ali Ali
Kalme Da Kalma Ali Ali
Kaabe Da Kaaba Ali Ali
Hasnain Da Baba Ali Ali
Sadda Murshad Mola Ali Ali.
Ho..
Sanu Palan Wala
Vekhan Wala
Devan Wala Ali Ali

 

Ali Nu Manda Ja
Ali Nu Manda Ja

 

Hañ, Lokhi Apne Peerañ De Lakh Naam Vadhawan Ki Honda Ae
Hañ, Rab Ne Jis Nu Izatañ Dityañ
Bas Osey Da Sir Uñcha Ay
Sab Tou Uchcha Naam Ali Da
Ekjo Tasbeeh Padhda Ja

Ali Ali Ali Ali Ali
Ali Nu Manda Ja
Ali Nu Manda Ja
Manda Ja
Ali Nu Manda Ja
Ali Nu Manda Ja

 

Hañ, Pesh To Kar Tu Apni Niyat Zer o Zabar Wo Samjhayenge,
Hañ, Quraañ Me Jo Raaz Chhupe Haiñ Tujhpe Zahir Ho Jayenge,
Hubbe Ali Ko Dil Me Basa Kar
Aayat Aayat Padhta Ja.

Ali Nu Manda Ja
Ali Nu Manda Ja

 

La Ilaha Il Lallah
La Ilaha Il Lallah

 

Ali Ki Tegh Se Tareekh Poochiye Sabki
Padha Tha Kisne Kahan

La Ilaha Il Lallah
La Ilaha Il Lallah

Ali Nu Manda Ja
Ali Nu Manda Ja

 

Ay Na Hove Hashr De haade
Tainu Muh Di Khani Pay Jaye
Roze Hajj Namazañ Tere
Khaliq Tere Muh Te Mare
Je Mahfooz Ibadatañ Rakhniyañ
Zikr Ali Da Karda Ja

Ali Nu Manda Ja
Ali Nu Manda Ja

 

Tu Bhi Takallum Shamil Ho Ja
Jata Hai Apno Ka Lashkar
Rasta To Dushwar Hai Lekin
Le Jayenge Wo Manzil Par
Hañ, Aage Hain Salman o Abu-Zar
Peeche Peeche Chalta Ja

Ali Nu Manda Ja
Bas
Ali Nu Manda Ja

 

Allah Hu Allah Hu Allah Hu

Hañ, Dil Me Basa Ke Pyar Ali De Bacheyañ Da
Ban Ja Tu Hubdar Ali De Bacheyañ Da
Mang Le Raahav Jinne Puttar Mangne Ne
Hañ, Lagya Ay Darbar Ali De Bacheyañ Da

Ali Ali Ali Ali Ali Ali Mola Ali Ali

Ya Ali Ya Ali Mola Ya Ali
Ya Ali Ya Ali Mola Ya Ali

 

Tere Dar Ke Siwa Mere Mola
Mera Koi Thikana Nahin Hai
Ya Ali….
Ya Ali Murtaza Mere Waali
Tere Dar Se Na Jaunga Khaali

Bhar Do Jholi Ji Mola..

 


 

Har Soo Ali Hai Lyrics

 

Har Soo Ali Hai Lyrics | Syed Zain Ali Zaidi

 

Mola…………

 

Mola-e-Moosa, Mola-e-Aadam
Banda-e-Yazdaañ, Khaliq-e-Aalam
Tera Ta’arruf Hai Aayatoñ Me
Tere Liye He Rab Ne Kaha Hum.

 

Mola…. Mola.. Mola..

 

Ye Naam He To Naam-e-Khuda Hai
Jo Chand Par Bhi Likha Hua Hai
Wo He To Noor-e-Naam-e-Ali Hai
Taroñ Me Jinse Roushani Hai

Har Soo Ali Hai Ali He Ali Hai
Tu He Hai Zahir, Tu He Khafi Hai

 

Hijrat Ki Shab Hai Tumhe Tasalli
Meraj Par Bhi Teri Tajalli
Teri Bulandi Kya Koi Samjhe
Bole To Rab Hai Soye Nabi Hai

Har Soo Ali Hai Ali He Ali Hai
Tu He Hai Zahir, Tu He Khafi Hai

 

Mola Tu
Mera Mola Tu

Mola Tu
Mera Mola Tu

 

Aye Mere Mola Mere Aaqa
Mere Mushkil Kusha
Tu Sahara Hai Mera
Koi Nahiñ Tere Siwa
Dekhuñ Jahañ Bas Tu Hai Nazar Me
Dekhuñ Dekhuñ Dekhuñ Dekhuñ…
Tu He Hai Ujala Meri Sahar Me

 

Aye Mere Mola Mere Aaqa
Mere Mushkil Kusha
Tu Sahara Hai Mera
Koi Nahiñ Tere Siwa
Dekhuñ Jahañ Bas Tu Hai Nazar Me
Tu He Hai Ujala Meri Sahar Me
Teri Hi Baatoñ Me Dil Laga Hai
Tu He Hamari Dil Lagi Hai

Har Soo Ali Hai Ali He Ali Hai
Tu He Hai Zahir, Tu He Khafi Hai

 

Farsh Par Mola Tere Ghar Ka Jo Naukar Hoga
Arsh Par Bhi Kon Phir Uske Barabar Hoga

Hamare Dil Ka Tu He Hai Maalik
Yehi Hai Mana Hamne
Tere Dar Pe Sar Jhukaya
To Ye Jana Hamne

 

Teri Diloñ Par Hai Badshahi
Hai Tu Azal Se Fakhre Ilahi
Tu He Faza’il Ka Hai Samandar
Tere Liye He Duniya Bani Hai

Har Soo Ali Hai Ali He Ali Hai
Tu He Hai Zahir, Tu He Khafi Hai

 

Tu He Moosa Ka Asa
Allah Ki Marzi Bhi Tu
Tu He Eesa Ka Masiha
Nooh Ki Kashti Bhi Tu

Ye Zamin o Aasmañ
Kuchh Bhi Na Tha Tu Tab Se Hai
Zindagi Ki Aakhiri
Saanson Me Hai Baaqi Bhi Tu

 

Tu He Moosa Ka Asa
Allah Ki Marzi Bhi Tu
Tu He Eesa Ka Masiha
Nooh Ki Kashti Bhi Tu

Ye Zamin o Aasmañ Kuchh Bhi Na Tha
Tu Tab Se Hai
Zindagi Ki Aakhiri Saanson Me Hai
Baaqi Bhi Tu

 

 

 

 

 

Ali Chahiye Mujhe Ali Chahiye Lyrics

 

 

Ilmiyo Le Ilmiyo
Ilmiyo Le Ilmiyo
Meri Khwahish Ko Suno

 

Sona Chahiye, Na Hi Chandi Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye
Mujhko Sangat Sirf Maulayi Chahiye
Ali Chahiye Mujhe Ali Chahiye

 

Sona Chahiye, Na Hi Chandi Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye.

 

Ishq Ki Jageer Wirse Me Mili Mujhko
Maiñ Nabawoñ Ki Tarha Rahta Hun Rahne Do
Zindagi Ishqe Ali Waali Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye.

 

Sona Chahiye, Na Hi Chandi Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye

 

Mast Hoke Naare Maine Jab Kabhi Mare
Log To Mujhko Nuseri He Samajh Baithe
Phir Saza Bhi Mujhko Mesum Si Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye

 

Sona Chahiye, Na Hi Chandi Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye

 

Na Talab Daulat Ki Hai Mujhko, Na Shohrat Ki
Raah Mujhko Mil Gayi Apni Shifa’at Ki
Qabr Me Rab Ka Mujhe Wali Chahiye
Ali Chahiye Mujhe Ali Chahiye.

 

Sona Chahiye, Na Hi Chandi Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye

 

Chahne Wala Ali Ka Hun Na Bahkao
Sheikh Ji Jannat Khuda Ki Aap He Rakh Lo
Bas Najaf Ki He Mujhe Gali Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye.

 

Sona Chahiye, Na Hi Chandi Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye

 

Mujhko Duniya Ki Nahi Ash’al Koi Haajat
Is Se Badhkar Hai Mere Is Ishq Ki Qeemat
Ishq Me Har Cheez Mehngi Chahiye
Ali Chahiye Mujhe Ali Chahiye

 

Sona Chahiye, Na Hi Chandi Chahiye
Ali Chahiye, Mujhe Ali Chahiye

 

Ali Ali Bolay Lyrics

 

Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali

Ali Ali Ali Ali
Ali.. Ali.. Ali.. Ali..

Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali

Ali Ali Ali Ali
Ali.. Ali.. Ali.. Ali..

 

Har Ek Lamha Har Ik Ja Ali Ali Bolay
Jo Jitna Paak Hai Utna Ali Ali Bolay

 

Ba-Qaul-e-Mesum-e-Tammar Shia Wo Hai Ke Jo
Zabañ Kate To Zyada Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali

Ali Ali Ali Ali
Ali.. Ali.. Ali.. Ali..

 

Sunayi Deta Rahega Jahañ Ko Hashr Talak
Nabi Ghadeer Me Itna Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Har Ek Lamha Har Ik Ja
Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Ye Kah Ke Rab Ne Padha Arsh Par Ali Ka Nikah
Maiñ Chahta Huñ Ke Zehra Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Har Ek Lamha Har Ik Ja
Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Kaha Nabi Ne ye Meraj Me Khuda Ki Qasam
Khuda Jo Bole To Lahja Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali

Ali Ali Ali Ali
Ali.. Ali.. Ali.. Ali..

 

Hai Zulfiqar-e-Ali Ki Tarha Se Ye Bhi Khamosh
Imam Aaye To Kaaba Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Har Ek Lamha Har Ik Ja
Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Jhukaya Sar Ko Zacha Khana-e-Ali Ki Taraf
Isiliye Mera Sajda Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Har Ek Lamha Har Ik Ja
Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Ik Aisa Nara-e-Haider Laga Sare Mahfil
Ke Khud Bhi Wajd Me Mola Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali

Ali Ali Ali Ali
Ali.. Ali.. Ali.. Ali..

 

Munafiqoñ Ki Zabañ Par Hai Bughz Ka Tala
Ho Ishq Sachha To Gooñga Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Har Ek Lamha Har Ik Ja
Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Yahañ Ke Logoñ Ka Sadiyoñ Se Hai Salam Yehi
Tamaam Sindh Ka Sooba Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Har Ek Lamha Har Ik Ja
Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Tamam Zindagi Farhan Ho Ya Ho Saqlain
Ali Ali He Suna Ya Ali Ali Bolay

Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Har Ek Lamha Har Ik Ja
Ali Ali Bolay
Ali Ali Bolay

 

Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali

Ali Ali Ali Ali
Ali.. Ali.. Ali.. Ali..

 

 

 

 

Haider Ali Mola Haider Lyrics

 

Haider-Haider-Haider, Dam-Dam
Haider-Haider-Haider, Dam-Dam
Haider-Haider-Haider, Dam-Dam

 

Mushkil Kusha
Sher-e-Khuda
Hajat Rawa
Mola Mera

 

Noor-e-Jali Nafs-e-Nabi
Zehra Ka Hai Shouhar

 

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider…

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

 

Aane Ki Khabar Sunkar
Kaba Bhi Mila Haskar
Dar Khola Aur Bola
Haider-Haider-Haider

Jhoom Utthi Fazeiñ Ali Ali
Aati Thiñ Sadaeiñ Ali Ali

Badli Hai Rutt, Bahar Haiñ Butt
Hai Kaabe Ke Andar

 

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

Mushkil Kusha
Sher-e-Khuda
Hajat Rawa
Mola Mera

 

Farman-e-Payamber Hai
Quraañ Ki Gawahi Hai
Kaunain Ki Har Ik Shay Par
Is Shah Ki Shahi Hai

Sar-e-Arsh-e-Bariñ Hai Ali Ali
Kabe Ka Makiñ Hai Ali Ali

Mola-e-Mann Shah-e-Zaman
Hai Shah-e-Bahro Bar

 

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

 

Iman Aba Iski
Quraan Hai Taaj Iska
Parde Ne Kaha Uthkar
Mairaaj Pe Raaj Iska

Dekha Ye Jo Manzar Ali Ali
Chaunk Uthhe Payamber Ali Ali

Pesh-e-Khuda Khairul Wara
Kahne Lage Haskar

 

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

Mushkil Kusha
Sher-e-Khuda
Hajat Rawa
Mola Mera

 

Khaibar Me Ali Jo Aaye
Marhab Antar Ghabraye
Maidañ Me Alam Lahraye
Lashkar Ne Naare Lagaye

Ik Shor Tha Barpa Ali Ali
Kahte The Sahaba Ali Ali

 

Sher-e-khuda
Mushkil Kusha
Hai Fatah e Khaibar

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

 

Kuffaar Ke Lashkar Par
Chali Tegh Jo Haider Ki
Dam Toote Saans Ukhri
Pairoñ Se Zamiñ Sarki

Maidan Pukara Ali Ali
Tha Fatha Ka Nara Ali Ali

Har Waar Par Ud Ud Ke Sar
Ye Kahte The Sar Sar

 

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

Mushkil Kusha
Sher-e-Khuda
Hajat Rawa Mola Mera

 

Ailan-e-Wila Khum Me
Jis Waqt Hua Jaari
Sab Jhoom Uthe Momin
Ik Wajd Hua Taari

Bane Sab Ke Mola Ali Ali
Aala Aur Aula Ali Ali

Ban Ban Ke ye Kehne Laga
Palaan Ka Member

 

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

 

Rahe Dil Me Sada Mausam
Tere Ishq Ke Rangoñ Ka
Har Mahfil Me Har Dam
Rahe Saath Malangoñ

Ye Josh Na Ho Kam Ali Ali
Lab Par Ho Har Dam Ali Ali

Teri Sana Karte Raheñ
Farhan Aur Gauhar

 

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

Haider Ali Mola Haider ×3
Haider-Haider-Haider …

Mushkil Kusha
Sher-e-Khuda
Hajat Rawa
Mola Mera

 

 

 

 

Ali Jee More Raja Lyrics

 

Om Jai Jagdeesh Hare
Swami Jai Jagdeesh Hare (Mola)
Bhakt Jano Ke Sankat
Daas Jano Ke Sankat (Mola)
Chhar Me Door Kare (Mola)

 

Mola… Mola…

 

Arab-o-Ajam Ke
Deen-o-Dharam Ke
Hind Sindh Ke Maharaja
Ho..
Hind-Sindh Ke Maharaja

 

Ali Jee More Raja..
Ali Jee More Raja..

 

Jab Bhi Ali Ka Naam Japuñ Maiñ
Apni Naiya Paar Karuñ Maiñ
Nain Khuda Ke Jaise
Ho..
Roop Khuda Ke Jaisa

 

Ali Jee More Raja..
Ali Jee More Raja..

Hind-Sindh Ke Maharaja
Ali Jee More Raja.

 

Ae Ann-Data More Preetam
Kirpa Karte Rahna Har Dam
Aas Lagi Hai Tumse
Ho…
Jholi Bharte Rahna

 

Ali Jee More Raja..
Ali Jee More Raja..

Hind-Sindh Ke Maharaja
Ali Jee More Raja.

 

Hamne Bhi Wo Paath Padha Hai
Naam Jahañ Par Tera Likha Hai
Tumko Om Pukareñ
Ho…
Padh kar Bhagwat Geeta

Ali Jee More Raja..
Ali Jee More Raja..

 

Matha Teke Dar Par Tere
Shank Baja ke Hamko Bula Le
Sun lo Mohan Pyare
Ho..
Poora Kar Do Sapna

 

Ali Jee More Raja..
Ali Jee More Raja..

Hind-Sindh Ke Maharaja
Ali Jee More Raja.

 

Apna Dharam Hai Pyar Mohabbat
Tum Ho Aaqa Pyaar Ki Moorat
Nafrat Ke Rawan Pe
Haañ..
Agni Tum He Rakhna

 

Ali Jee More Raja..
Ali Jee More Raja..

Hind-Sindh Ke Maharaja
Ali Jee More Raja

 

Ali Jee More Raja..
Ali Jee More Raja..

 

Naslan sawar denda nara Ali Wali da Lyrics

 

 

Ali Maula Ali Maula Ali-Ali-Ali Ali-Ali
Ali Maula Ali Maula Ali-Ali Maula Ali

 

Nara peer Ameer da laa tey sayi
Mushkil door na bhajje tey taa aakhiñ
Tere Naa da doañ jahanañ de vich
Danka jey na vaje tey taa aakhiñ

 

Naslañ sawar denda nara Ali Wali da
Naslañ sawar denda

 

Hath ban ke ey khuda da, kayenat nu chalawey
Hath ban ke ey khuda da, kayenat nu chalawey
Sab ko yi rizq bandda har koi ey da khawey
Das da ei saanu khirhna
Das da ei saanu khirhna, har phull de har kali da.

 

Naslañ sawar denda nara Ali Wali da
Naslañ sawar denda

 

Darveshañ di gall Mann lai, anporh mar na jañviñ
Darveshañ di gall Mann lai, anporh mar na jañviñ
Haider dey dar nu chhadd ke kisey hor dar na jañviñ
Ethey baith naiyo raina
Ethey baith naiyo raina mela chalo chali da.

 

Naslañ sawar denda nara Ali Wali da
Naslañ sawar denda

 

Jey chaana ei na aawan dukh dard tere nedey
Jey chaana ei na aawan dukh dard tere nedey
Sacheyañ de dar dey aa jaa chhad jhooth dey bakhedey
Essey dar de badal sakda
Essey dar de badal sakda likheya teri Tali da.

 

Naslañ sawar denda nara Ali Wali da
Naslañ sawar denda

 

Putrañ ne sukh je chonai teeñ aaj haya howey
Putrañ ne sukh je chonai teeñ aaj haya howey
Tere naal Qayamat nu khaliq nu raza howey
Man lai Ali nu maula
Man lai Ali nu maula, saaman ey jo bhali da.

 

Naslañ sawar denda nara Ali Wali da
Naslañ sawar denda

 

Jerha imteyaz zindgi Haider de naame laawey
Jerha imteyaz zindgi Haider de naame laawey
Koi bechda ei jannatañ, sooraj nu koi walawe
Pounda qalandri rutba, sag Banda jo gali da.

 

Naslañ sawar denda nara Ali Wali da
Naslañ sawar denda


 

Bas Haider Haider Hoga Lyrics

 

Haider…Haider
Haider…Haider

 

Ali Ali Haq Haider
Ali Ali Haq Haider
Haider-Haider-Haider
Haider-Haider-Haider

 

Nabiyoñ Ne Pukara Haider
Waliyoñ Ne Pukara Haider
Lamhoñ Ne Pukara Haider
Sadiyoñ Ne Pukara Haider

 

Arsh-o-Zamiñ Kya
Jinn-o-Bashar Kya
Sabke Laboñ Par Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

13 Rajab Ki Eid Aayi Hai
Shor Ye Ghar-Ghar Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

Charo Taraf Khushiyoñ Ka Samañ Hai Jhoom Ke Sare Bolo
Tum Bhi Misaal-e-Bu-Zar Qambar
Raaz Wila Ke Kholo
Aaj Fiza Me Zikre Ali
Daamad-e-Payamber Hoga

 

Ali Ali Ali Ali

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

Jiske Liye Khaliq Ne Banaya Tha Ye Khana-e- Kaaba
Yaani Khuda Ke Ghar Ka Maalik
Ghar Me Hai Aane Wala
Wada Hai Ye Allah Ka
Jab Tak Allah Hu Akbar Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

Haideriam. Haideriam. Haidariam
Haidariam. Haideriam. Haidariam

 

Poochhenge Jab Farishte, Laya Hai Kis Ki Nisbat
To Kah Duñga Maiñ Saaf Unse Ke Sun Lo Ye Haideriam

Haidariam. Haideriam. Haidariam
Haidariam. Haideriam. Haidariam

 

Baad e Qaza Ka Khauf Nahi, Hai Ye Mera Aqida
Jo Momin Hai Uski Lahad Me Aa Jaate Haiñ Mola
Ye Hai yaqiñ Jab Mola Meri Qabr Ke Andar Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

Kaisa Nizaam-e-Ishq Rakha Hai
Rab Ne Bashar Ke Aage
Sare Jahañ Ke Sar Ko Jhukana tha
Haider Ke Aage
Ek Zacha Khane Ke
Charo Samt Jo Chakkar Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

Ali Da Malang Maiñ Tey Ali Da
Ali Da Malang Maiñ Tey Ali Da

 

Mola Ali Nall Nisbat Meri
Chadd Gaya Mainu Haideri Rang

Ali Da Malang Maiñ Te Ali Da
Ali Da Malang Maiñ Te Ali Da

 

Zikr e Ali Hai Ain Ibadat Qaul Hai Paighamber Ka
Wajib Hai Haider Ki Wilayat
Qaul Hai Paighamber Ka
Ishqe Ali Ko Dil Me Basa Le
Tu Bhi Qalandar Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

Arshe Bariñ Pahuñche Jo Mohammad Baat Khuda Se Karne
Sunte He Awaaz Kaha Jibreel Se Ye Sarwar Ne
Rab To Nahi Parde Ke Peeche Mera Bradar Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

Saare Nabi Aur Saare Farishte Bole Zamiñ Par Aa Kar
Sabse Badi Tou Eed Yehi Hai Aaye Jahañ Me Haider
Khuld-e-Bariñ Me Jashn Bapa Hai
Jashn Zamiñ Par Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

Binte Asad Ko Dene Mubarak Mariyam o Sara Aayiñ
Lab Pe Saja Ke Mid’hat e Haider Phool Ke Tohfe Layiñ
Mad’ha Sara Jab Arshe Bariñ Par Saaqi-e-Kausar Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

Nara Ali Ka Kyuñ Na Lagayeñ Mesum o Mazhar Dono
Aaj Qaseede Sabko Sunayeñ Mesum o Mazhar Dono
Tifl o Jama o Peer Sabhi Ke Nara Laboñ Par Hoga

Bas Haider Haider Hoga
Bas Haider Haider Hoga

 

Ham Aashiq Kis Ke? Haider Ke
Deewane Kis Ke? Haider Ke
Ham Chahne Wale, Haider Ke
Mar Mitne Wale, Haider Ke

 

Qambar Qambar, Bu-Zar Bu-Zar
Haider Haider Haider Haider

Maalik Maalik, Ashtar Ashtar
Haider Haider Haider Haider

Murda Bole Khakar Thokar
Haider Haider Haider Haider

Humko Le Chal Khuld Ke Andar
Haider Haider Haider Haider

Faatahe Khaibar, Fatahe Lashkar
Haider Haider Haider Haider

Haider Haider Haider Haider
Haider Haider Haider Haider

 

 

 

 

 

 

 

Aashiq Haider Da Lyrics | Dr Amir Rizvi

 

 

Ali – Ali, Ali – Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali
Ali – Ali, Ali – Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali

Haider.. Haider..
Haider.. Haider..
Haider…….

 

Haider Haider Mera Nara
Aashiq Hañ Maiñ Haider da
Baab-e-Zehra Mera Dera
Aashiq Hañ Maiñ Haider da.

Haider Haider Mera Nara
Aashiq Hañ Maiñ Haider da

 

Naam-e-Ali Hai Jaan Meri
Zikr-e-Ali Pahchan Ali
Ali – Ali, Ali – Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali

 

Qaumi Tarana Naad-e-Ali
Maslak Mazhab Yaad-e-Ali
Apna Rahbar Kaabe Wala
Apna Rahbar Kaabe Wala
Aashiq Hañ Maiñ Haider da.

Haider Haider Mera Nara
Aashiq Hañ Maiñ Haider da

 

Siwa-e-Naam-e-Ali Koi Naam Yaad Nahi
Siwa-e-Naam-e-Ali Koi Naam Yaad Nahi
Maiñ Kya Karuñ Mujhe Ooñcha Sunayi Deta

 

Zikr Ali Ka Jaari Hai
Ishq Ka Nash’aa Taari Hai
Ali – Ali, Ali – Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali

 

Uski Zabañ Par Khanzar Hai
Khauf Na Aankhoñ Me Dar Hai
Bola Har Ik Khoon Ka Qatra
Bola Har Ik Khoon Ka Qatra
Aashiq Hañ Maiñ Haider da.

Haider Haider Mera Nara
Aashiq Hañ Maiñ Haider da

 

Hum-Tum, Ta-Na-Na-Na, Ta-Na Na-Na Re
Hum-Tum, Ta-Na-Na-Na, Ta-Na Na-Na Re
Ya Laali Ya Laali Yaala Ya Laali
Ya Laali Ya Laali Yaala Ya Laali

Mankunto Mola

 

Malik Jo Daarain Ka Hai
Masdar Jo Hasnain Ka Hai
Ali – Ali, Ali – Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali

 

Jisne Bheja Haider Ko
Zehra Ko Paighamber Ko
Maiñ to Karuñga Usko Sajda
Maiñ to Karuñga Usko Sajda
Aashiq Hañ Maiñ Haider da.

Haider Haider Mera Nara
Aashiq Hañ Maiñ Haider da.

 

(Daman lagiyañ ra maiñ to teriyañ
Masto mast qalandar maiñ to teriyañ
Sun lai mera sawal ji sewani laal
Ab To jeena mohaal ji sewani laal
Maiñ to teriyañ, Maiñ to teriyañ
Daman lagiyañ ra maiñ to teriyañ
Masto mast qalandar maiñ to teriyañ)

 

Dunia Jo Aabad Kare
Nabiyoñ Ki Imadad Kare
Ali – Ali, Ali – Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali

 

Poochh na Mujhse Kaisa Hai
Mere Mohammad Jaisa Hai
Padhta Huñ Maiñ Uska Kalma
Padhta Huñ Maiñ Uska Kalma
Aashiq Hañ Maiñ Haider da.

Haider Haider Mera Nara
Aashiq Hañ Maiñ Haider da

Mast Qalandar jhoole Laal×2
Mast Qalandar jhoole Laal×2

 

Ho Laal Meri Pat Rakhiyo Bhala Jhoole Laalan
Sindridar Sevan Dar Sakhi Shah Waz Qalandar
Dama dam mast qalandar
Ali da pehla number
Ho Laal Meri Ho Laal Meri

 

Maine Kaabe Se Poocha
Tera Hajj Hota Hai Kya
Ali – Ali, Ali – Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali

 

Sunkar Ye Kaaba Bola
Sun Le Ye Saari Duniya
Shahar Najaf Hai Kaba Mera
Shahar Najaf Hai Kaba Mera
Aashiq Hañ Maiñ Haider da.

Haider Haider Mera Nara
Aashiq Hañ Maiñ Haider da

 

Shahe Mardan Shere Yazdaañ
Quwwat-e-Parwardigar
Shahe Mardan Shere Yazdaañ
Quwwat-e-Parwardigar
Mast Wila-e-Haidaram

Dam Hamadam Ali Ali
Dam Hamadam Ali Ali
Dam Hamadam Ali Ali
Dam Hamadam Ali Ali

 

Ali Mola Ali Mola
Ali Mola Ali Mola
Ali Mola Ali Mola
Ali Mola …..

Dam Hamadam Ali Ali
Dam Hamadam Ali Ali

 

Mola Ali Ka Banda Hai
Maut Se Phir Kyun Darta Hai
Ali – Ali, Ali – Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali

 

Saamna Usse Jab Hoga
Mir Takallum Kah dena
Maut Mere Raste Se Hat Ja
Maut Mere Raste Se Hat Ja
Aashiq Hañ Maiñ Haider da.

Haider Haider Mera Nara
Aashiq Hañ Maiñ Haider da

 

Ali Ali, Ali Ali, Ali Ali, Ali Ali
Ali Ali, Ali Ali, Ali Ali, Ali Ali

Mast Qalandar…
Mast Qalandar…
Mast Qalandar…
Mast Qalandar…

 

Dam Mast Qalandar Mast Mast
Dam Mast Qalandar Mast
Dam Mast Qalandar Mast Mast
Dam Mast Qalandar Mast

 

Ik Wird Hai Dam Dam Ali Ali
Ik Wird Hai Dam Dam Ali Ali
Sakhi Laal Qalandar Mast Mast
Lajpal Qalandar Mast Mast, Mast Mast, Mast Mast

 

Dam Mast Qalandar Mast Mast
Dam Mast Qalandar Mast
Dam Mast Qalandar Mast Mast
Dam Mast Qalandar Mast

 

 

Leave a Comment