Hasbi Rabbi Naat Lyrics
Hasbi rabbi jallallah
Maafi qalbi ghairullah
Noor-e-muhammad Sallalla
Laailaha illallah
Mera Mohammad mera Khuda
Dil me mere rehta hai sada
Main usi ka naam liya
Laailaha illallah
Bimaaro ka muflis ka
Kaun sahara uske siva
Dil se jisne di hai sada
Usko Badhkar thaam liya
Uspe Barosa karta hai jo
Usko sahara deta hai wo
Hath madad ke bhej diya
Laailaha illallah
Hasbi rabbi jallallah
Ma fi qalbi ghairullah
Noor-e-muhammad Sallalla
Laailaha illallah

Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,952 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,099 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...967 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...755 views