Ek Main Hi Nahi un Par Naat Lyrics
Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai,
Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai,
Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai,
Jo Rab E Do Aalam Ka Mehboob Yagana Hai.
Kal Pul Se Hamein Jis Ne Khud Paar Lagana Hai,
Zahra Ka Woh Baba Hai Hasnain Ka Nana Hai.
Aao Dar E Zahra Par Phelaye Hue Daaman,
Hain Nasl Kareemon Ki Lajpaal Gharana Hai.
Hoon Shah E Madina Ki Mein Pusht Panahi Mein,
Kya Iski Mujhe Parwah Dushman Jo Zamana Hai.
Izzat Se Na Marjayein Kyun Naam E Muhammad Par,
Youn Bhi Kisi Din Hum Ko Duniya Se Toh Jana Hai.
Yeh Keh Ke Dar E Haq Se Li Maut Mein Kuch Mohlat,
Milad Ki Aamad Hai Mehfil Ko Sajana Hai.
Iss Hashmi Dulha Per Konain Ko Main Waroon,
Jo Husn O Shumail Mein Yakta E Zamana Hai.
Pur Noor Si Raahein Hain, Gumbad Pe Nigahein Hai,
Jalwe Bhi Anokhe Hain, Manzar Bhi Suhana Hai.
So Bar Agar Tauba Tuti Bhi To Kiya Hairat,
Bakhshih Ki Riwayat Mein Toba To Bahana Hai.
Qurban Us Aaqa Par Kal Hashr Ke Din Jisne,
Iss Ummat E Aasi Ko Kamli Mein Chupana Hai.
Har Waqt Woh Hai Meri Duniya E Tasawwur Mein,
Aie Shoq Kahin Ab To Aana Hai Na Jana Hai.
Hum Kyun Na Kahein Unsay Rodad E Alam Apni,
Jab Unka Kaha Khud Bhi Allah Ne Mana Hai.
Mehroom E Karam Is Ko Rakhiye Na Sar E Mehshar,
Jaisa Hai Naseer Aakhir, Saahil Toh Purana Hai.
Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai,
Jo Rab E Do Aalam Ka Mehboob Yagana Hai.
Ek Main Hi Nahi un Par Naat Lyrics in Gujarati एक मैं ही नहीं, उन पर क़ुर्बान ज़माना है, एक मैं ही नहीं, उन पर क़ुर्बान ज़माना है, एक मैं ही नहीं, उन पर क़ुर्बान ज़माना है। एक मैं ही नहीं, उन पर क़ुर्बान ज़माना है। एक मैं ही नहीं, उन पर क़ुर्बान ज़माना है। एक मैं ही नहीं, उन पर क़ुर्बान ज़माना है। एक मैं ही नहीं, उन पर क़ुर्बान ज़माना है। एक मैं ही नहीं, उन पर क़ुर्बान ज़माना है। एक मैं ही नहीं, उन पर क़ुर्बान ज़माना है।
|
Ek Main Hi Nahi un Par Naat Lyrics in Gujarati
એક મેં હી નહીં ઉન પર કુર્બાન જ઼માના હૈ,
જો રબે દો આલમ કા મેહબૂબ યાગાના હૈ.
કલ પુલ સે હમે જિસ ને ખુદ પાર લગાના હૈ,
ઝરા કા વો બાબા હૈ હસનૈન કા નાના હૈ.
આઓ દર એ ઝરા પર ફેલાયે હુએ દામન,
હૈન નસ્લ કરીમોં કી લજપાલ ઘરાના હૈ.
હૂં શાહ એ મદીના કી મેં પુશ્ત પનાહી મેં,
ક્યા ઇસકી મુઝે પરવાહ દુશ્મન જો જ઼માના હૈ.
ઇજ્જત સે ન મરજાયેં ક્યું નામ એ મુહમ્મદ પર,
યૂં ભી કિસી દિન હમ કો દુનિયા સે તો જાના હૈ.
યે કેહ કે દર એ હક઼ સે લી મૌત મેં કુછ મોહલત,
મિલાદ કી આમદ હૈ મેહફિલ કો સજાના હૈ.
ઇસ હશ્મી દુલ્હા પર કોનૈન કો મેં વરૂં,
જો હુસ્ન ઓ શુમૈલ મેં યક્તા એ જ઼માના હૈ.
પુર નૂર સી રાહેં હૈન, ગુંબદ પે નિગાહેં હૈન,
જલવે ભી અનોખે હૈન, મંજ઼ર ભી સુહાના હૈન.
સો બાર અગર તૌબા ટૂટી ભી તો ક્યા હૈરત,
બખ્શિશ કી રિવાયત મેં તૌબા તો બહાના હૈન.
કુર્બાન ઉસ આકા પર કલ હશ્ર કે દિન જિસને,
ઇસ ઉમ્મત એ આસી કો કમલી મેં છુપાના હૈ.
હર વક્ત વો હૈ મેરી દુનિયા એ તસવ્વુર મેં,
આએ શોક કહીં અબ તો આના હૈ ના જાના હૈ.
હમ ક્યું ના કહેં ઉનસે રોદાદ એ આલમ અપની,
જબ ઉંકા કહા ખુદ ભી અલ્લાહ ને માના હૈ.
મહ્રૂમ એ કરમ ઇસ કો રખિએ ના સર એ મેહશર,
જૈસા હૈ નસીર આખિર, સાહિલ તો પુરાના હૈન.
એક મેં હી નહીં ઉન પર કુર્બાન જ઼માના હૈ,
જો રબે દો આલમ કા મેહબૂબ યાગાના હૈ.
- Kabe ki Ronak Kabe ka Manzar Naat Lyrics
- Khutbat E Muharram Urdu Pdf Download
- Kuch Karen Apne Yaar Ki Baaten Lyrics
- Kya Aap Jante Hain PDF Book
- Lam Yati Nazeero Kafi Nazarin Lyrics
- Last 10 Surah from Quran
- Life and Teachings of Hazrat Shaikh Abdul Qadir Jilani: A Spiritual Journey of Devotion and Wisdom
- Lutf Unka Aam Ho Hi Jaayega Naat Lyrics
- MAAH E RABI UL AWWAL AAYA NAAT LYRICS
- MAALI RABBUN ILLAHU YAFNAL KULLU WA YABQAAHU BY AKHTAR RAZA NAAT LYRICS
- MAARE ANGARIYEN AAO SARKAR MADINAH VARAA SAANVARIAH NAAT LYRICS
- MADAD KE WASTE AYE SAYYEDI GHOUS UL WARA UTHYE NAAT LYRICS
TERE KARAM KI KYA BAAT MAULA TERE HARAM KI KYA BAAT MAULA NAAT LYRICS |
Ek Main hi Nahi un Par Naat Lyrics in Urdu
اک میں ہی نہیں ان پر قربان زمانہ ہے کل جس نے ہمیں پُل سے خود پار لگانا ہے اس ہاشمی دولہا پر کونین کو میں واروں عزت سے نہ مر جائیں کیوں نام محمد پر آؤ درِ زہرہ پر پھیلائے ہوئے دامن ہوں شاہِ مدینہ کی میں پشت پناہی میں یہ کہہ کر درِ حق سے لی موت میں کچھ مُہلت قربان اُس آقا پر کل حشر کے دن جس نے سو بار اگر توبہ ٹوٹی بھی تو کیا حیرت پُر نور سی راہیں بھی گنبد پہ نگاہیں بھی ہم کیوں نہ کہیں اُن سے رودادِ الم اپنی محرومِ کرم اس کو رکھئے نہ سرِ محشر از سید نصیر الدین نصیر رحمۃ اللہ علیہ |