Dil Mein Hasrat Hai Ke Darbar E Risalat Dekhun Lyrics

dil mein hasrat hai ke darbar e risalat dekhun
dil ki dhadkan ko sunoon shauq ki halat dekhun

apni ankhon se sarkash ma e rehmat dekhun
unka altaaf o karam ki inaayat dekhun

mujhko aa jaayein madine ke sar o baam nazar
main bhi har gaam pe aaina e jannat dekhun

ek muddat se liye baitha hoon main daag e firaq
wo ghadi aaye ke main wasl ki raahat dekhun

meri nazron mein rahe wo rukh e zeba habid
aye khuda main na kabhi roo e qayamat dekhun
dil mein hasrat hai ke darbar e rasalat dekhoon lyrics dil mein hasrat hai ke darbar e risalat dekhun lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,845 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,792 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,272 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,912 views

Leave a Comment