Bazm e Konain Sajanain Kay liye Lyrics
Bazm-e-Konain Sajanain kayliyay aap aeye
Sham-e-toheed jalaanain kayliyay aap aeye
Aik pegham jo har dil main ujala kar day
Saaree dunya ko sunanain kayliyay aap aeye
Aik mudat sey battaktay huway insano ko
Aik markaz pey bulanain kayliyay aap aeye
Na khuda ban kay obaltay huway toofaanon main
Kashtiyan paar lagane kayliyay aap aeye
Qafilay wale batak jaeyn na manzil sey kaheen
Door tak raha dekanain kayliyay aap aeye
Chashm-e-beydaar ko asraar khudaee bakhshay
Sonay walon ko jaganain kayliyay aap aeye
Popular Posts
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...291 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...162 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...139 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics Rehmat Na...137 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...125 views