DHADKTE DIL KI YAHI SADA HE HUSSAIN MERA SALAM LELO NAAT LYRICS

DHADKTE DIL KI YAHI SADA HE HUSSAIN MERA SALAM LELO NAAT LYRICS

DHADKTE DIL KI YAHI SADA HE,
HUSSAIN MERA SALAM LELO,
TERE GULAMO KI ILTIJA HE,
HUSSAIN MERA SALAM LELO.

YAZIDIYO KI SARARATE FIR,
HUSSAINIYO KO SATA RAHI HE,
HAZOR ZAKHMO SE DIL BHARA HE,
HUSSAIN MERA SALAM LELO.

WO DEEN JISKE CHAMAN KO TUMNE
GALA KATA KAR BAHARE DI THI,
WO DEEN FIR AAJ SUKHJA RAHA HE,
HUSSAIN MERA SALAM LELO.

KADAM KADAM MANZARE QAYAMAT
NAFAS NAFAS EK TAZA GUM HE,
HAR EK MANZIL PE KARBALA HE,
HUSSAIN MERA SALAM LELO

BULAKE CHAUKHAT PE SURKH GUMBAD,
DIKHA DO AAQA SAHIDE AAZAM,
TUMHARA TASNIM KEH RAHA HE,
HUSSAIN MERA SALAM LELO

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment