Ban Kar Faqeer Jao Sarkar Ki Gali Mein Lyrics
Ban ker faqeer jao, Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki galli may
Dil ki muraad pao, Sarkaar ki galli may
Aisa kareem koi tujh ko na phir millay ga
Baithay raho gadao, Sarkaar ki galli may
Jannat may rehnay waali, huurou say koi keh day
Aik tum bhi ghar banao, Sarkaar ki galli may
Kis kis ko may bataou, khud ja kay koi daikhay
Jannat ka der khulla hay, Sarkaar ki galli may
बन कर फ़क़ीर जाओ, सरकार (सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम) की गली में
दिल की मुराद पाओ, सरकार की गली में।
ऐसा करीम कोई तुझको न फिर मिलेगा
बैठे रहो गदाओ, सरकार की गली में।
जन्नत में रहने वाली, हूरों से कोई कह दे
एक तुम भी घर बनाओ, सरकार की गली में।
किस किस को मैं बताऊं, खुद जा के कोई देखे
जन्नत का दर खुला है, सरकार की गली में।
Popular Posts
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...49 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...42 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...35 views
Mangte Khali Haath Na Laute LyricsMangte Khali Haath Na Laute Lyrics Mangte Khali Haath Na...24 views
Salam Aap Par Tajdare Madina Lyrics Salam Aap Par Tajdare Madina Darood Aap Par Share Yaar Madina...21 views