AY SABA MUSTAFA SE KEHDENA GHAM KE MAARE SALAM KEHTE HEIN NAAT LYRICS

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)
ऐ सबा ! मुस्तफ़ा से जा कहना, ग़म के मारे सलाम कहते हैं
सब्ज़-गुंबद की उन बहारों को दिल हमारे सलाम कहते हैं

ऐ सबा ! मुस्तफ़ा से कह देना, ग़म के मारे सलाम कहते हैं
याद करते हैं तुम को शाम-ओ-सहर, दिल हमारे सलाम कहते हैं

अल्लाह अल्लाह ! हुज़ूर की बातें, मरहबा ! रंग-ओ-नूर की बातें
चाँद जिन पर निसार होता है और सितारे सलाम कहते हैं

अल्लाह अल्लाह ! हुज़ूर के गेसू, भीनी भीनी महकती वो ख़ुश्बू
जिस से मा’मूर है फ़ज़ा हर-सू, वो नज़ारे सलाम कहते हैं

जब मुहम्मद का नाम आता है, रहमतों का पयाम आता है
लब हमारे दुरूद पढ़ते हैं, दिल हमारे सलाम कहते हैं

सब्ज़-गुंबद का आँख में मंज़र और तसव्वुर में आप का मिम्बर
सामने जालियाँ हैं रौज़े की, दिल हमारे सलाम कहते हैं

ज़ाइर-ए-तयबा तू मदीने में प्यारे आक़ा से इतना कह देना
आप की गर्द-ए-राह को, आक़ा ! चाँद-तारे सलाम कहते हैं

ज़िक्र था आख़री महीने का, तज़्किरा छिड़ गया मदीने का
हाजियो ! मुस्तफ़ा से कह देना, बे-सहारे सलाम कहते हैं

ऐ ख़ुदा के हबीब ! प्यारे रसूल ! ये हमारा सलाम कीजे क़ुबूल
आज महफ़िल में जितने हाज़िर हैं, मिल के सारे सलाम कहते हैं

ग़म के बादल तमाम छटने लगे, पर्दे आँखों से सारे हटने लगे
जो तलातुम बने हुए थे, सुहैल ! वो किनारे सलाम कहते हैं


ना’त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी
मिलाद रज़ा क़ादरी
हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी

 


ai saba ! mustafa se jaa kehna
Gam ke maare salaam kehte hai.n
sabz-gumbad ki un bahaaro.n ko
dil hamaare salaam kehte hai.n

ai saba ! mustafa se keh dena
Gam ke maare salaam kehte hai.n
yaad karte hai.n tum ko shaam-o-sahar
dil hamaare salaam kehte hai.n

allah allah ! huzoor ki baate.n
marhaba ! rang-o-noor ki baate.n
chaand jin par nisaar hota hai
aur sitaare salaam kehte hai.n

allah allah ! huzoor ke gesoo
bheeni bheeni mahakti wo KHushboo
jis se maa’moor hai faza har-soo
wo nazaare salaam kehte hai.n

jab muhammad ka naam aata hai
rahmato.n ka payaam aata hai
lab hamaare durood pa.Dhte hai.n
dil hamaare salaam kehte hai.n

sabz-gumbad ka aankh me.n manzar
aur tasawwur me.n aap ka mimbar
saamne jaaliyaa.n hai.n rauze ki
dil hamaare salaam kehte hai.n

zaair-e-tayba tu madine me.n
pyaare aaqa se itna keh dena
aap ki gard-e-raah ko, aaqa !
chaand-taare salaam kehte hai.n

zikr tha aaKHri mahine ka
tazkira chhi.D gaya madine ka
haajiyo ! mustafa se keh dena
be-sahaare salaam kehte hai.n

ai KHuda ke habeeb ! pyaare rasool !
ye hamaara salaam keeje qubool
aaj mehfil me.n jitne haazir hai.n
mil ke saare salaam kehte hai.n

Gam ke baadal tamaam chhaTne lage
parde aankho.n se saare haTne lage
jo talaatum bane huwe the, Suhail !
wo kinaare salaam kehte hai.n


Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri
Milad Raza Qadri
Hafiz Tahir Qadri

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment