Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya Naat Lyrics | Barkate Raza

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya Naat Lyrics

 

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Agaya woh noor wala, jis ki uchi shaan hai,
jis ki midhat main utaara rab ne ye Quran hai,

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Ho bayan kaise fazeelat Amina ke chand ki,
Us ki to har har ada par bolta Quran hai

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Jo kaha mere nabi ne woh hamesha sach howa,
ho bahoo tasleem karta aaj sciencedaan hai,

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Amina tuj ko mubarak tere ghar jalwa figan,
Aaj woh mah he risalat nabiyun ka sultan hai,

 

 

 

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya Naat Lyrics
Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya Naat Lyrics

अमीना का लाल आया, आमिना का लाल आया – नात

 

अमीना का लाल आया, आमिना का लाल आया

 

आगया वोह नूर वाला, जिस की उच्ची शान है

जिस की मिधअत मैं उतारा रब ने ए कुरान है

 

अमीना का लाल आया, आमिना का लाल आया

 

हो बयान कैसे फजीलत अमिना का चाँद की,

उस की तो हर अदा पर बोलता कुरान है

 

अमीना का लाल आया, आमिना का लाल आया

 

जो कहा मेरे नबी ने वोह हमेशा सच होवा,

हो बहू तस्लीम करता आज साइंस दान है

 

अमीना का लाल आया, आमिना का लाल आया

 

अमिना तुज को मुबारक तेरे घर जलवा फ़िगन,

आज वोह माह हे रिसालत नाबियुन का सुल्तान है

 

अमीना का लाल आया, आमिना का लाल आया

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,931 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...898 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...711 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...514 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...474 views

Leave a Comment