Amina Bibi Kay Gulshan Main Naat Lyrics
Allah Allah Allahu La Ilaha Illa Hu
Allah Allah Allahu La Ilaha Illa Hu
Amina Bibi (RA) Ke Gulshan Mein Aayi Hai Taza Bahar
Padhte Hain Sallal Lahu Wa Sallam Aaj Dar-o-deewar Nabi Jee
Bara Rabi Ul Awal Ko Woh Aaya Durr-e-Yateem
Mahe Nabuwat Mehr-e-Risalat Sahibe Khulq-e-Azeem Nabi Jee
Jibrail Aaye Jhoola Jhulanay Lori De Zeeshan
Soja Soja Rehmate Alam Do Jag Ke Sultan Nabi Jee
Pyari Soorat Hansta Chehra Moo Se Jhadte Phool
Noor Sarapa Chand Sa Chehra Haq Ka Pyara Rasool (SAW) Nabi Jee
Awwal O Aakhir Sab Kuch Janay Dekhey Ba’eed O Qareeb
Ghaib Ki khabarain Denay Wala Allah Ka Woh Habeeb Nabi Ji
Hamid-o-Mahmood Aur Mohammad (SAW) Do Jag Ka Sardaar
Jaan Se Pyara Raaj Dulara Rehmat Ki Sarkar Nabi Jee
AMINAH BIBI KE GULSHAN MEIN NAAT LYRICS
Aminah bibi ke gulshan mein
Aayi hai taaza bahaar
Partey hein sallallaahu wasallam
Aaj dar-o-diwaar
Barah Rabi-ul-Awwal ko
Aaya durr-e-yateem
Maah-e-Nabuwwat Mehr-e-Risaalat
Saahib-e-khulq-e-azeem
Haamid-o-mahmuud aur Muhammad
Do jag ka sardaar
Jaan se pyaraa raaj dulaara
Rahmat ki sarkaar
Yaasiin taha kamli wala
Quraan ki tafsir
Haazir-o-naazir shahid-o-qaasim
Aaya sirajum muneer
Amina Bibi ke angan mein Naat lyrics
Amina Bibi ke angan mein Barkat wala aaya hai
Hashmi Quraishi Makki Madani Ne’mat wala aaya hai
Jiski Shari’at ne insaan ko nek chalne ka dars diya
Haan woh khuloos o Hilm ka Paykar Rehmat wala aaya hai
Misr mein Husne Yusuf dekhke hath kate they kitne hi
Raj dilon per karne ko woh Soorat wala aaya hai
Chand hua Shaq Suraj palta Kalma padha kankariyo ne
Mazhare Daste Qudrat ban kar Qudrat wala aaya hai
Saare gunahgarane Ummat Mehshar mein masroor hue
Jannat ka parwana lekar Jannat wala aaya hai
Dayi Halima ki Qismat per rashq farishte karte hain
Goad mein unki Noore Mujassam Tal’at wala aaya hai
Summa dana fatadalla ka Misdaq bana Me’raj ki shab
Arsh se aage manzil karne Himmat wala aaya hai
Jiske Badan se nikle khushbu Mushqe Khutan ko maat kare
Tayyab o Tahir Noore Mujassam Nikhat wala aaya hai
Ahle Arab ko kisne sikhaye jeene ke andaaz naye
Haan wohi Ibne Zabihe Azam Shohrat wala aaya hai
Jiske Naame Mubarak se tal jaye Musibat door hon Gham
SallAllahu Alaihi wasallam Barkat wala aaya hai
Inna A’taina kal Kausar jiski shaan hai Qur’an mein
Qasime Ne’mat Sahibe Rehmat Kasrat wala aaya hai
Maahe Rabi ul awwal hum Qurban hon teri Azmat per
Leke Zahoore Noore Ilahi tu Matwala aaya hai
Jiske Qalam ki har jumbish mein Na’at hai apne Nana ki
Aapki Basti mein woh Nazmi Nisbat wala aaya hai
अमीना बीबी के गुलशन में आई है ताजा बहार
अमीना बीबी के गुलशन में आई है ताजा बहार
अमीना बीबी के गुलशन में आई है ताजा बहार
पड़ते है सल्लल्लाहू व सल्लम आज दरो दीवार मदनी
बारह रबीउल अव्वल को आया वो दुर्रे यतीम
माहे नबुव्वत महरे रिसालत
साहिबे खुलके अज़ीम
नूरी सूरत हंसता चेहरा
मुंह से झड़ते फुल
नूर सरापा चांद सा चेहरा
हक का प्यारा रसूल अरबी
जिब्रिइल अाये झुला झुलाने
लोरी दे जी शान
सोजा सोजा रहमते आलम
दो जग के सुल्तान मदनी
अव्वलो आखिर सब कुछ जाने
देखे बईदो करीब
गैब की खबरें देने वाला
अल्लाह का वो हबीब मदनी
हमिदो महमूद और मुहम्मद
दो जग के सरदार
जान से प्यारा राज दुलारा
रहमत की सरकार मदनी
آمنہ بی بی کے گلشن میں آئی ہے تازہ بہار
شاعر: شفیع اوکاڑوی
نعت ِ رسول ِ کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم
اللہ اللہ اللہ ہو لا الہ الا ہو
بارہ ربیع الاول کو وہ آیا در یتیم
ماہ نبوت مہر رسالت صاحب خلق عظیم
نبی جی اللہ اللہ اللہ ہو لا الہ الا ہو
آمنہ بی بی کے گلشن میں آئی ہے تازہ بہار
پڑھتے ہیں صلی اللہ علیہ و سلم آج در و دیوار
نبی جی اللہ اللہ اللہ ہو لا الہ الا ہو
حامد و محمود اور محمد دو جگ کا سردار
جان سے پیارا راج دلارا رحمت کی سرکار
نبی جی اللہ اللہ اللہ ہو لا الہ الا ہو
پیاری صورت ہنستا چہرہ منہ سے جھڑتے پھول
نور کا پتلا چاند سا مکھڑا کا حق کا پیارا رسول
نبی جی اللہ اللہ اللہ ہو لا الہ الا ہو
کفر و شرک کی کالی گھٹائیں ہو گئیں ساری دور
مشرق و مغرب دنیا کے اندر ہو گیا نور ہی نور
نبی جی اللہ اللہ اللہ ہو لا الہ الا ہو
جبریل آئے جھولا جھولانے لوری دیں غلمان
سوجا سوجا رحمت عالم میں تیرے قربان
نبی جی اللہ اللہ اللہ ہو لا الہ الا ہو