Alwada Ramzan Naat Lyrics

Alwada Ramzan Naat Lyrics

 

Aakhari Roze Hain Dil Gamnak Mujatar Jaan Hain

Hasta Wa Hasata Ab Chal Diya Ramzan Hain

 

Aashikane Mahe Ramza Ro Rahe Hain Fut Kar

Dil Bara Bechen Hain Afsudar Ruho Jaan Hain

 

Alfirako Wal Firak E Rabb Ke Mehaman Alfirak

Alwadao Alwada Tujako Mahe Ramzan Hain

 

Teri Furkat Mai Dil Usshak Tukare Ho Gaya

Orsina Chaa Tere Hijr Me Ramzan Hain

 

Dasaatane Gam Sunae Kisko Jakar Aah Hum

Ya Rasulallah Dekho Chal Diya Ramzan Hain

 

Waqke Iftaro Sahar Ki Ronak Hongi Kaha

Chand Din Ke Bad Ye Sara Sama Sunsan Hain

 

Hay Sad Afasos Ramzan Ki Na Hamne Kadr Ki

Be-Sabab Hi Bakhsh De Ya Rab Ke Tu Rahman Hain

 

Sab Musalama Alwada Kehte Hain Ro Ro Kar Tuje

Aah Chand Dhriyo Ka Ab Tu Reh Gayamahmaan Hain

 

Chand Aansu Nazar Hain Bas Or Kuchh Palle Nahi

Naikiyo Se Aah Ye Khali Mera Daman Hain

Kash Aate Saal Ho Hum Sabko Phir Ramzan Nasib

Ya Nabi Mithe Madine Me Bara Arman Hain

 

अलविदा माहे रमजान हिंदी में

 

में यही दुआ करती हु के आप सब खेरियत में रहे,
बहोत सारी ईमेल & फ़ोन कॉल के बाद मेने तेय किया के आखिर कर में अलविदा माहे रमजान अलविदा आपके लिए लाऊ.
जो आप हिंदी में पढ़ कर याद कर सके और गुन गुना सके.

कल्बे आशिक हे अब पारा पारा,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

तेरे आने से दिल खुश हुआ था,
और ज़ोके इबादत बडा था,
आह,अब दिल पे हे गम का गलबा,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

नेकिया कुछ न हम कर सके हे,
अह इस्सियाहे में दिन कटे हे,
हाय गफलत में तुझको गुज़ारा,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

कोई हुस्न अमल न कर सकी हु,
चाँद आसू नज़र कर रही हु,
यही हे मेरा कुल असासा,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

जब गुज़र जायेंगे माह ग्यारा,
तेरी आमद का फिर शोर होगा,
हे कहा ज़िन्दगी का भरोसा,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

बज्मे इफ्तार सजती थी केसी,
खूब सहेरी कि रोनक भी होती,
सब समां हो गया सुना सुना,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

याद रमजान की तरपा रही हे
आंसू की जरहे लग गयी हे,
कह रहा हे हर एक कतरा,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

तेरे दीवाने सब के सब रो रहे हे,
मुज़्तरिब सब के सब रो रहे हे,
कौन देगा इन्हें अब दिलासा,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

में बदकार हु,में हु काहिल,
रह गयी हु इबादत में गाफिल,
मुझसे खुश होके होना रवाना,
हमसे खुश होके होना रवाना,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

वास्ता तुझको प्यारे नबी (स.अ.व.) का,
हशर में मुझे मत भूल जाना,
हशर में हमें मत भूल जाना,
रोज़े महशर मुझे बकशवाना,
रोज़े महशर हमें बकशवाना,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

तुमपे लाखो सलाम माहे रमजान,
तुमपे लाखो सलाम माहे गुफरान,
जाओ हाफिज खुदा अब तुम्हारा,
अलविदा अलविदा माहे रमजान,
अलविदा अलविदा माहे रमजान,
अलविदा अलविदा माहे रमजान.

 

 

Haiz Aane Pe Kya Roza Rakhna Chahiye Ya Tod Dena Chahiye?

Agar Aurat Ko Haiz/Period Ghuroob E Aftaab(Suraj Dhalne Se Pahle) Se Pehle Shuru Hojaye, Yahan Tak Ke Ek Lamha Pehle Bhi Aajaye To Aurat Ka Roza Batil Hojayega Aur Use Us Din Ki Qaza Karni Padegi

Sheikh Ibn Uthaymeen(R.H) Ne Majaalis Shahr Ramadaan Pg : 39 Aur Mazmoon Al-Dima’ Al-Tabee’iyyah Li’l-Nisa Pg : 28 Mei Kaha Ke
Agar Aurat Ko Haiz/Period Roze Ki Halat Mei Shuru Hota Hai, Phir Chahe Ghuroob E Aaftaab Se Ek Lamha Pehle Hi Kyun Na Ho Iska Roza Batil Hogaya Aur Aurat Ko Iski Qaza Karni Hogi.
Haiz Ki Halat Mei Roze Rakhna Iske Liye Jayez Nahi Hai, Agar Wo Aisa Karti Hai To Iska Roza Sahih Nahi Hai.
Sahih Qoul Ke Mutabiq Agar Wo Mehsoos Karti Hai Ke Uska Haiz Shuru Hone Wala Hai Lekin Ghuroob E Aaftab Ke Baad Tak Kuch Bhi Baher Nahi Aata Hai To Uska Roza Mukammal Hogaya Hai Aur Fasid Nahi Hua.

__________________________________
Ibn Qudaamah(R.H) Ne Al-Mughni(4/397) Mei Kaha

Agar Haiza Aurat Roza Rakhne Ka Irada Karti Hai Aur Khaane Peene Se Ruk Jaati Hai Agarche Ye Is Baat Se Aagah Hai Ke Ye Haraam Hai To Wo Gunehgaar Hai Aur Ye Ke Roza Ise Kuch Faida Na Dega.
Haiza Aurat Aur Nifaas(Bleeding After Child Birth) Wali Aurat Ek Taur Par Shumaar Hongi Kyunke Nifaas Ka Khoon Haiz Ke Khoon Ki Tarha Hai So Wo(Nifaas) Isi(Haiz) Ke Ahkaam Ke Tahet Aata Hai. Agar Haiz Din Ke Waqt Shuru Hota Hai To Is Din Ka Roza Batil Hojayega Chahe Din Ke Shuru Mei Aaye Ya Aakhir Mei Aaye.
__________________________________
Standing Committee(10/155) Se Sawaal Kiya Gaya Ek Aurat Ke Talluq Se Jisne Roza Rakha Aur Jald Hi Ghuroob E Aaftaab Se Pehle Aur Azaan Se Pehle Iska Haiz Shuru Hogaya To Kya Iska Roza Sahih Hai?
Inhone Jawaab Diya :Agar Uska Haiz Ghuroob E Aaftaab Se Pehle Shuru Ho Gaya To Iska Roza Batil Hogaya Aur Use Iski Qaza Karni Hogi. Aur Agar Haiz Ghuroob E Aaftaab Ke Baad Aagaya To Uska Roza Sahih Hai Aur Use Iski Qaza Nahi Deni Hogi.

Leave a Comment