Salam Aap Par Tajdare Madina
Darood Aap Par Share Yaar Madina
Karam Ho Karam Dono Aalam Ke Wali
Bulalijiye Chokat Pe Sarkare Aali
Gareebon Ki Faryad Jaye Na Khali
Ham Aankho Se Dekhe Bahare Madina
Salam Aap Par Tajdare Madina
Karam Aamina Bi Ke Aankho Ke Tare
Halima Ke Tanhai Ke Sahare
Nabi Aap Hain Sare Nabiyon Se Pyar Hai
Fida Aap Par Atibare Madina
Garibo Yatimon Ke Gamkhar Aaqa
Har Ummati Ke Madagar Aaqa
Ik Aalam Nahi, Aap Hain Fakhre Do Aalm
Shanshahe Naqse Nigare Madina
Abu Bakr Siddiqe Akbar Ka Sadqa
Umar Aur Usmane Dilbar Ka Sadqa
Ali Murtaza Yani Haidar Ka Sadqa
Dikhadijiye Ab Dayare Madina