Ajab Rang Par He Bahaar-E-Madina NAAT LYRICS
Ajab Rang Par He Bahaar-E-Madina
Ke Sub Jannate He Nisaar-E-Madina
Meri Khaak Ya Rabb Na Barbaad Ho Jaaye
Passe Murg Kar De Ghubaare Madina
Malaaik Lagaate He Aankho Mein Apni
Shab-O-Roz Khaake Mazaar-E-Madina
Rahe Unke Jalwe Bas Unke Jalwe
Mera Dil Bane Yaadeghaar Madina
Mera Dil Bulbul Be Nawaa Di
Ilaahi Dikaa De Bahaare Madina
Bana Asmaa Manzile Ibn Maryam
Gaye Laa Makaan Tajedaare Madina
Sharf Jin Se Haasil Huwa Ambiya Ko
Wahi He Hassan Iftikhaar-E-Madina
Naat By Ustaazuz Zaman Hazrat Maulana Hassan Raza Khan Al-Qaderi (Rahmatullahi Alaih)
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,950 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,099 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...967 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...753 views