Afzal Hai Kul Jahan Mein Gharana Hussain Ka

Huzoor e Akram ﷺ ke laadle Hazrat Imam Hussain alayhis salam aur unke pakiza khandan ki azmat poori kainaat me be-misaal hai.
Yeh nihayat hi pyara aur mashhoor kalam ‘Afzal Hai Kul Jahan Mein Gharana Hussain Ka’ gharana-e-ahl-e-bait ki bulandi aur unki azeem shaan ko bayan karta hai.
Aaiye is muqaddas aur aqeedat se bharpoor manqabat ko nihayat hi adab aur ehtiraam ke sath padhein.

Naat InformationDetails
Naat TitleAfzal Hai Kul Jahan Mein Gharana Hussain Ka
Poet / WriterTraditional
CategoryManqabat Lyrics
Naatkhawan / ReciterMuhammad Ali Faizi

Naat Lyrics in Roman

afzal hai kul jahaan me.n gharana husain ka
nabiyo.n ka taajdaar hai naana husain ka

sher-e-KHuda ke sher hai.n shabbir dekhiye
kaisi chala rahe hai.n wo shamsheer dekhiye

haidar ka hai nishaana, nishaana husain ka
nabiyo.n ka taajdaar hai naana husain ka

hosh u.D gae hai.n dekh ke saare jahaan ke
aansu nikal pa.De hai.n kabhi aasmaan ke

akbar ko gho.De par wo cha.Dhaana husain ka
nabiyo.n ka taajdaar hai naana husain ka

daulat pe marne waale yazeedi ko kya KHabar
shabbir karbala me.n agar maar de.n Thokar

ho saare karbala me.n KHazaana husain ka
nabiyo.n ka taajdaar hai naana husain ka

zainab bhi saath me.n hai, sakeena bhi saath me.n
charche hai.n jin ki zaat ke kul kaainaat me.n

karb-o-bala me.n sab hai gharaana husain ka
nabiyo.n ka taajdaar hai naana husain ka

fauj-e-yazeediyat ka nasha hi utar gaya
manzar ye dekh dekh ke lashkar bikhar gaya

‘abbaas ka ‘alam wo uThaana husain ka
nabiyo.n ka taajdaar hai naana husain ka

Naat Lyrics in Hindi

अफ़ज़ल है कुल जहाँ में घराना हुसैन का
नबियों का ताजदार है नाना हुसैन का

शेर-ए-ख़ुदा के शेर हैं शब्बीर देखिए
कैसी चला रहे हैं वो शमशीर देखिए

हैदर का है निशाना, निशाना हुसैन का
नबियों का ताजदार है नाना हुसैन का

होश उड़ गए हैं देख के सारे जहान के
आँसू निकल पड़े हैं कभी आसमान के

अकबर को घोड़े पर वो चढ़ाना हुसैन का
नबियों का ताजदार है नाना हुसैन का

दौलत पे मरने वाले यज़ीदी को क्या ख़बर
शब्बीर कर्बला में अगर मार दें ठोकर

हो सारे कर्बला में ख़ज़ाना हुसैन का
नबियों का ताजदार है नाना हुसैन का

ज़ैनब भी साथ में है, सकीना भी साथ में
चर्चे हैं जिन की ज़ात के कुल काइनात में

कर्ब-ओ-बला में सब है घराना हुसैन का
नबियों का ताजदार है नाना हुसैन का

फ़ौज-ए-यज़ीदियत का नशा ही उतर गया
मंज़र ये देख देख के लश्कर बिखर गया

‘अब्बास का ‘अलम वो उठाना हुसैन का
नबियों का ताजदार है नाना हुसैन का

Naat Lyrics in Urdu

افضل ہے کل جہاں میں گھرانہ حسینؑ کا
نبیوںؐ کا تاجدار ہے ناناؐ حسینؑ کا

شیرِ خداؑ کے شیر ہیں شبیرؑ دیکھیے
کیسی چلا رہے ہیں وہ شمشیر دیکھیے

حیدرؑ کا ہے نشانہ، نشانہ حسینؑ کا
نبیوںؐ کا تاجدار ہے ناناؐ حسینؑ کا

ہوش اڑ گئے ہیں دیکھ کے سارے جہان کے
آنسو نکل پڑے ہیں کبھی آسمان کے

اکبرؑ کو گھوڑے پر وہ چڑھانا حسینؑ کا
نبیوںؐ کا تاجدار ہے ناناؐ حسینؑ کا

دولت پہ مرنے والے یزیدی کو کیا خبر
شبیرؑ کربلا میں اگر مار دیں ٹھوکر

ہو سارے کربلا میں خزانہ حسینؑ کا
نبیوںؐ کا تاجدار ہے ناناؐ حسینؑ کا

زینبؑ بھی ساتھ میں ہے، سکینہؑ بھی ساتھ میں
چرچے ہیں جن کی ذات کے کل کائنات میں

کرب و بلا میں سب ہے گھرانہ حسینؑ کا
نبیوںؐ کا تاجدار ہے ناناؐ حسینؑ کا

فوجِ یزیدیت کا نشہ ہی اتر گیا
منظر یہ دیکھ دیکھ کے لشکر بکھر گیا

عباسؑ کا علم وہ اٹھانا حسینؑ کا
نبیوںؐ کا تاجدار ہے ناناؐ حسینؑ کا

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,127 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,379 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,537 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,485 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,267 views

Leave a Comment