Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza Naat Lyrics

Aye Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Naat Lyrics
Aye Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza,
To Dil Ne Kaha Achha Laga Mera Raza ..Mera Raza

Najdi Wahabi Bhediye Sab Duum Daba Ke Chal Diye,
Maidaan Mein Jab Aa Gaya, Mera Raza ..Mera Raza

Naanotwi Aur Thaanvi Sab Jaanib-E-Dozakh Chale,
Aur Jaanib-E-Jannat Chala Mera Raza ..Mera Raza

Yun To Kai Hazrat Huye Paida Zameen-E-Hind Pe,
Sab Se Alag Sab Se Judaah Mera Raza ..Mera Raza

Mere Rasool E Paak Ke Yu To Kahi He Mojze
Unme Se Hain Ek Mojza Mera Raza .. Mera Raza

He Ek Taraf Aagahi Aur Ek Taraf Hisagi
Sab Se Magar Larka Raha Mera Raza .. Mera Raza

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,576 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,292 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,195 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,092 views

Leave a Comment