Hasbi Rabbi Naat Lyrics
Hasbi rabbi jallallah
Maafi qalbi ghairullah
Noor-e-muhammad Sallalla
Laailaha illallah
Mera Mohammad mera Khuda
Dil me mere rehta hai sada
Main usi ka naam liya
Laailaha illallah
Bimaaro ka muflis ka
Kaun sahara uske siva
Dil se jisne di hai sada
Usko Badhkar thaam liya
Uspe Barosa karta hai jo
Usko sahara deta hai wo
Hath madad ke bhej diya
Laailaha illallah
Hasbi rabbi jallallah
Ma fi qalbi ghairullah
Noor-e-muhammad Sallalla
Laailaha illallah

Popular Posts
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...35 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...35 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...24 views
नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया ! / Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Be-Misaal Aaya, Kamaal Aaya !नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया !...18 views
Salam Aap Par Tajdare Madina Lyrics Salam Aap Par Tajdare Madina Darood Aap Par Share Yaar Madina...16 views