Ajab Rang Par He Bahaar-E-Madina NAAT LYRICS
Ajab Rang Par He Bahaar-E-Madina
Ke Sub Jannate He Nisaar-E-Madina
Meri Khaak Ya Rabb Na Barbaad Ho Jaaye
Passe Murg Kar De Ghubaare Madina
Malaaik Lagaate He Aankho Mein Apni
Shab-O-Roz Khaake Mazaar-E-Madina
Rahe Unke Jalwe Bas Unke Jalwe
Mera Dil Bane Yaadeghaar Madina
Mera Dil Bulbul Be Nawaa Di
Ilaahi Dikaa De Bahaare Madina
Bana Asmaa Manzile Ibn Maryam
Gaye Laa Makaan Tajedaare Madina
Sharf Jin Se Haasil Huwa Ambiya Ko
Wahi He Hassan Iftikhaar-E-Madina
Naat By Ustaazuz Zaman Hazrat Maulana Hassan Raza Khan Al-Qaderi (Rahmatullahi Alaih)
Popular Posts
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...52 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...52 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...45 views
Mangte Khali Haath Na Laute LyricsMangte Khali Haath Na Laute Lyrics Mangte Khali Haath Na...24 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics Rehmat Na...22 views