Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna Naat Lyrics

Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna Naat Lyrics

 

Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kehna

Dame aakhir agar aisa mukadar ho to kia Kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..

 

Jinhe aa aa ke chhuti ho hawae sabz gumbad ki

Meri turbat main un phoolo ki chadar ho to Kia Kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..

 

Kisi paththar ke niche meri turbat ho madine main

Wo paththar phir unhi ke dar ka paththar ho to kia kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..

 

Khusha kismat jo dam bhar ko wo nazare zindagi bakhsh

Ye aalam zindagi ka zindagi bhar ho to kia kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..

 

Khuda ka samna hain rubaru hain sahafa e mahashar

‘Munwwar’ ab zara nate munwwar ho to kia kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,208 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,456 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,546 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,504 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,273 views

Leave a Comment