Tajub kya gasha sukhandar naat padte hai Naat Lyrics

Tajub kya gasha sukhandar naat padte hai

Ke Abu jhal ke muthi mai kankar naat padte hai
Tajub kya gasha sukhandar naat padte hai
Tajub kya gasha sukhandar naat padte hai

Yaha par najdeoo ko naat se taklif hoti hai

Waha sehre madina mai kabutar naat padte hai
Naat padte hai
Tajub kya gasha sukhandar naat padte hai
Tajub kya gasha sukhandar naat padte hai

Madine ki judae jab satati hai valioo koo…

Vo Apne pir Ka daman pakad kar naat padte hai
Naat padte hai
Tajub kya gasha sukhandar naat padte hai
Tajub kya gasha sukhandar naat padte hai

Yazido kai kalaeje fat ne lagte hai bagawat se

Jab hussaine kafilae mai bahatar naat padte hai
Naat padte hai
Tajub kya gasha sukhandar naat padte hai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,593 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment