दिल में इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन / DIL MAIN ISHQ E NABI KI HO AISI LAGAN NAAT LYRICS

दिल में इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन
रूह तड़पती रहे दिल मचलता रहे
ज़िंदगी का मज़ा है कि हर साँस से
या मुहम्मद मुहम्मद निकलता रहे

या मुहम्मद मुहम्मद मैं कहता रहा
नूर के मोतियों की लड़ी बन गई
आयतों से मिलाता रहा आयतें
फिर जो देखा तो ना’त-ए-नबी बन गई

जो भी आँसू बहे मेरे महबूब के
सब के सब अब्र-ए-रहमत के छींटे बने
छा गई रात जब ज़ुल्फ़ लहरा गई
जब तबस्सुम किया चाँदनी बन गई

यह तो माना कि जन्नत है बाग़-ए-हसीं
ख़ूबसूरत है सब ख़ुल्द की सरज़मीं
हुस्न-ए-जन्नत को फिर जब समेटा गया
सरवर-ए-अम्बिया की गली बन गई

जब छिड़ा तज़किरा उन के रुख़सार का
वद्दुहा पढ़ लिया, वल-क़मर कह दिया
सूरतों की तिलावट भी होती रही
ना’त भी हो गई बात भी बन गई

सब से ‘साएम’ ज़माने में माज़ूर था
सब से बे-कस था बे-बस था मजबूर था
उन को रहम आ गया मेरे हालात पर
मेरी अज़मत मेरी बे-बसी बन गई

दिल में इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन
रूह तड़पती रहे दिल मचलता रहे
ज़िंदगी का मज़ा है कि हर साँस से
या मुहम्मद मुहम्मद निकलता रहे

 

Dil main ishq e Nabi ki ho aisi lagan,
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe
Zindagi ka maza hey kay har saans say
Ya Muhammad Muhammad (Sallallaho Alayhi Wasallam) nikalta rahey.

Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan
Ya Muhammad Muhammad mein kehta raha,
Noor kay motiyo ki lare ban gaee,
Ayaton sey milata raha ayatein,

Phir jo dekha to Naat e Nabi ban gaye.
Jo bhi ansoo bahe merey Mehboob kay,
Sab key sab abr e rehmat kay cheentay banay,
Chah gaee raat jab zulf lehra gaee,

Jab tabasum kiya chandani ban gaee.
Yeh to maana kay jannat hai bagh e haseen,
Khoobsoorat hey sab khuld ki sar zameen,
Husn e jannat ko phir jab samayta gaya,

Sarwar e ambiya ki galee ban gaee.
Jab chirah tazkira un kay rukhsaar ka,
Waduha par liya, wal qamar keh dia,
Sooraton kee tilawat bhi hoti rahi,

Naat bhi ho gayi baat bhi ban gayi.
Sab say saim zamanay main mazoor tha,
Sab sey beykas tha beybas tha majboor tha ,
Un ko reham agaya merey halaat par,
Meree azmat meree beybasee ban gaee.

Dil mein ishq e Nabi ki ho aisi lagan,
Rooh tarapti rahay dil machalta rahay,
Zindagi ka maza hai kay har saans say,
Ya Muhammad Muhammad nikalta rahey

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,634 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...4,024 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...3,008 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,773 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,653 views

Leave a Comment