DIL KI DUNIYA KO SAJAO AAQA NAAT LYRICS

DIL KI DUNIYA KO SAJAO AAQA NAAT LYRICS

 

Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

Shauke didaar me sou jis shab
Apna didar karao aaqa
Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

Mere dil ki hai tamanna har dam
Apna ghar isko banao aaqa
Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

Fikre duniya me na aansu nikle
Apni ulfatt me rulao aaqa
Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

Hubbe duniya se bachana mujhko
Mujhko apna hi banao aaqa
Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

Jitne momin hai pareshan data
Sabki bigdi ko banao aaqa
Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

Aakhri Dum Bhi Adaa Ho Sunnat
Peer Ke Din Jo Qaza Ho Aaqa
Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

Dil Tarapta Hai Huzoori Ko Huzoor
Sadqe Murshid Ke Bulaao Aaqa
Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

Mujh Ko Phir Dushmano Ne Ghera Hai
Apne Daaman Me Chupaao Aaqa
Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

Shakire razvi hai aasi shaha
Muzda bakshish ka sunao aaqa
Dil ki duniya ko sajao aaqa
Apni ulfatt me jilao aaqa

 

DIL KI DUNIYA KO SAJAO AAQA NAAT LYRICS

 

દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા.

શૌકે દિદાર મેં સોઉ જિસ શબ,
અપના દિદાર કરાઓ આકા.
દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા.

મેરે દિલ કી હૈ તમન્ના હર દમ,
અપના ઘર ઇસકો બનાઓ આકા.
દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા.

ફિક્રે દુનિયા મેં ના આંસુ નિકલે,
અપની ઉલ્ફત મેં રુલાઓ આકા.
દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા.

હુબ્બે દુનિયા સે બચાના મુઝકો,
મુઝકો અપના હી બનાઓ આકા.
દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા.

જિતને મોમિન હૈ પરેશાં દાતા,
સબકી બિગડી કો બનાઓ આકા.
દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા.

આખરી દમ ભી અદા હો સુન્નત,
પીર કે દિન જો કજા હો આકા.
દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા.

દિલ તડપતા હૈ હુજૂરી કો હુજૂર,
સદ્કે મુર્શીદ કે બુલાઓ આકા.
દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા.

મુઝ કો ફિર દુશ્મનો ને ઘેરા હૈ,
અપને દામન મેં છુપાઓ આકા.
દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા.

શાકીરે રાજવી હૈ આશી શાહા,
મુજદા બખશીશ કા સુનાઓ આકા.
દિલ કી દુનિયા કો સજાઓ આકા,
અપની ઉલ્ફત મેં જિલાઓ આકા .

 

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...43 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...41 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...33 views
Mangte Khali Haath Na Laute LyricsMangte Khali Haath Na Laute Lyrics     Mangte Khali Haath Na...22 views
Salam Aap Par Tajdare Madina Lyrics  Salam Aap Par Tajdare Madina Darood Aap Par Share Yaar Madina...19 views

Leave a Comment