DHO QALAM KO MUSHK SE PHIR MIDHAT-E-SARKAR LIKH NAAT LYRICS

DHO QALAM KO MUSHK SE PHIR MIDHAT-E-SARKAR LIKH NAAT LYRICS

 

Dho Qalam Ko Mushk Se Phir Midhat-e-Sarkar Likh
Naam Likh Ik Bar Sallalla Ko Sou Baar Likh

Mustafa Wal Murtaza Wabna Huma Wal Fatima
Har Bala Tal Jayegi Ye Bar’sarey Deewar Likh

Mustafa Ne Koun Sa Hathiyar Ummat Ko Diya
Jab Ye Koi Poochh Le Ikhlaas Ki Talwar Likh

Ye Hai Shahare Mustafa Iska Adab Se Naam Likh
Kahkasha Ko Zarra Aur Khalistan Ko Gulzar Likh

Bakra Eid-o-Eid Ramzan Hai Musalman Ke Liye
Eid-Miladun-Nabi Ko Aalme Tyohaar Likh

Mukhtasar Khutba Ho Gar Likhna Shahe Nou Lakh Ka
Simte To Meeme Muhammad, Failey To Sansar Likh

Aakhiri Khwahish Ki Gar Tafseel Rizwan(n) Mang Le
Faiz Kah Dega Nabi Ka Sharwate Didaar Likh

Do Jaha(n) Uske Huye Jo Unka Diwana Bana
Unke Diwano Ko Mat Diwana Likh Hushiyar Likh

 

धो क़लम को मुश्क से फिर मिदहते सरकार लिख
नाम लिख इक बार सललल्ला को सौ बार लिख

मुस्त़फ़ा वल मुर्तज़ा वबना हुमा वल फ़ातिमा
हर बला टल जायेगी ये बरसरे दीवार लिख

मुस्त़फ़ा ने कौन सा हथियार उम्मत को दिया
जब ये कोई पूछ ले इख़लास की तलवार लिख

ये है शहर ए मुस्तफा इसका अदब से नाम ले
कहकशां को ज़र्रा और खालिस्तान को गुलज़ार लिख

बकरा ईद-ओ-ईद रमज़ां है मुसलमां के लिए
ईद-मीलादुन-नबी को आ़लमे त्यौहार लिख

मुख़्तसर ख़ुत्बा हो गर लिखना शहे नौ लाख़ का
सिम्टे तो मीमे मुह़़म्मद, फ़ैले तो संसार लिख

आख़िरी ख़्वहिश की गर त़फ़सील रिज़वां मांग ले
फ़ैज़ कह देगा नबी का शरवते दीदार लिख

दो जहां उसके हुए जो उनका दीवाना बना
उनके दीवानों को मत दीवाना लिख हुशियार लिख

Shayar: Habibullah Faizi
Naat Khwan: Habibullah Faizi

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment