Qurban Khud Ko Kar Ke Musalla Bacha Liya

Hazrat Imam Hussain alayhis salam ki azeem qurbani poori insaniyat aur deen e haq ke liye ek misali dars hai.
Yeh nihayat hi khubsoorat aur pur-asar manqabat ‘Qurban Khud Ko Kar Ke Musalla Bacha Liya’ Maula Hussain ki Karbala me sajda-rezi aur deen e Islam ki hifazat ko bayan karti hai.
Aaiye is pakiza kalam ko nihayat hi aqeedat, adab aur ehtiraam ke sath padhein.

Naat InformationDetails
Naat TitleQurban Khud Ko Kar Ke Musalla Bacha Liya
Poet / WriterRahi Bastavi
CategoryManqabat Lyrics
Naatkhawan / ReciterRahi Bastavi

Naat Lyrics in Roman

qurbaan KHud ko kar ke musalla bacha liya
sar de diya husain ne, sajda bacha liya

deen-e-nabi bacha liya itna hi mat kahe.n
kahiye ‘ali ke laal ne kaa’ba bacha liya

roza, namaaz, deen-e-muhammad ki ‘azmate.n
tanha mere husain ne kya kya bacha liya

gir gir ke shah-sawaar ne nehr-e-furaat par
deen-e-rasool-e-paak ka jhanda bacha liya

Naat Lyrics in Hindi

क़ुर्बान ख़ुद को कर के मुसल्ला बचा लिया
सर दे दिया हुसैन ने, सज्दा बचा लिया

दीन-ए-नबी बचा लिया इतना ही मत कहें
कहिए ‘अली के लाल ने का’बा बचा लिया

रोज़ा, नमाज़, दीन-ए-मुहम्मद की ‘अज़मतें
तन्हा मेरे हुसैन ने क्या क्या बचा लिया

गिर गिर के शह-सवार ने नहर-ए-फ़ुरात पर
दीन-ए-रसूल-ए-पाक का झंडा बचा लिया

Naat Lyrics in Urdu

قربان خود کو کر کے مصلیٰ بچا لیا
سر دے دیا حسینؑ نے، سجدہ بچا لیا

دینِ نبیؐ بچا لیا اتنا ہی مت کہیں
کہیے علیؑ کے لال نے کعبہ بچا لیا

روزہ، نماز، دینِ محمدؐ کی عظمتیں
تنہا میرے حسینؑ نے کیا کیا بچا لیا

گر گر کے شہسوار نے نہرِ فرات پر
دینِ رسولِ پاکؐ کا جھنڈا بچا لیا

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,071 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,269 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,528 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,460 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,245 views

Leave a Comment