Batta Hai Kainat Mein Sadqa Batool Ka Lyrics

बटता है काइनात में सदक़ा बतूल का सुल्तान-ए-दो-जहान है बाबा बतूल का

सच है कि मेरी अम्मा भी उन की कनीज़ है
मेरा है बाप-दादा भी मँँगता बतूल का

बटता है काइनात में सदक़ा…

रहती हैं मेरी देख लो मौजें लगी हुईं
मुझ पर करम हुवा है ये कैसा बतूल का

बटता है काइनात में सदक़ा…

शामी बाज़ार-ए-शाम में हैरान थे खड़े
कुरआन पढ़ रहा था बेटा बतूल का

बटता है काइनात में सदक़ा…

मौला ‘अली ने कह दिया ज़हरा की शान में
अल्लाह ही जानता है रुत्बा बतूल का

बटता है काइनात में सदक़ा…

नज़रों से मैं ने चूमा है चौखट को बार-बार
देखा है मैं ने बारहा हुजरा बतूल का

बटता है काइनात में सदक़ा…

अजमल की है तौक़ीर भी पहचान भी
यही अदना सा इक गुलाम है ज़हरा बतूल का

बटता है काइनात में सदक़ा…

Batta hai kaainaat me sadqa batool ka naat lyrics in english.
Batta hai kaainaat me sadqa batool ka Sultaan-e-do-jahaan hai baba batool ka

Sach hai ki meri amma bhi un ki kaneez hai
Mera hai bap-dada bhi mangta batool ka

Batta hai kaainaat me sadqa…

Rehti hai meri dekh lo mauje lagi hui
Mujh par karam huwa hai ye kaisa batool ka

Batta hai kaainaat me sadqa…

Shaami baazar-e-sham me hairaan the khade
Quraan padh raha tha beta batool ka

Batta hai kaainaat me sadqa…

Maula ‘ali ne keh diya zahra ki shan me
Allah hi janta hai rutba batool ka

Batta hai kaainaat me sadqa…

Nazro se mai ne chooma hai chaukhat ko baar-baar
Dekha hai mai ne baarha hujra batool ka

Batta hai kaainaat me sadqa…

Ajmal ki hai tauqeer bhi pehchaan bhi yahi
Adna sa ik gulaam hai zahra batool ka

Batta hai kaainaat me sadqa…

Shayar:- Yaseen ajmal chishti
Naat khwaan:- Mahmood ul hassan ashrafi, Rehan qureshi, Qari shahid mahmood qadri

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...291 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...162 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...139 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...137 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...125 views

Leave a Comment