Bas Meri Nigahon Mein Qasr E Shah E Aali He Naat Lyrics

بس میری نگاہوں میں
bas meree nigahoan main qasr e shah e aalee he

un ka sabz gumbad he , or sunehree jaleee he

aap ke tajallee se her koi mujallaa he

zaat e mustafaa kee bee, roshnee niralee he

ummat e muhammad kee azmatoan ka kia kehna

koi bu haneefa he , or koi ghazalee he

hazrat e sumaeeya ne raah e haq me jaan de kar

saree maaon behnoan kee abroo bacha lee he

ae haleema daee tu kitnee khush muqaddar he

tere goad ka bacha, do jahaan ka walee he

baada kash bee saqee bee shaah bhee bhikaree bhee

aap k dareechay ka, her koi sawalee he

be naseeb aankhoan me ashk e pur nadaamat hain

kyu k daman e mohsin ashqee se khalee he

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,342 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,526 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,561 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,533 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,289 views

Leave a Comment