Hum Hain Iltaja Wale Lyrics

Hum Hain Iltaja Wale Lyrics

Hum hain Iltijaa waalay, Aap hain ata waalay,
Bheek kuch ataa karna, aye meray sakha walay.

Cher na hamein dunya, ham hain Mustafa (SAW) waalay,
Sayyidul Wara waley, Shah e Do Sara waalay.

Mein mareez e taiba hoon, us galli may lay jao,
Haan wohi gali jis kay, zaray hay shifaa waalay.

Khud kaha meray Rab (SWT) nay, bakhsh doun ga main sab ko,
Par aain yaar kay dar par, yeh jithnay hain khata waalay.

Mar to jayein gay lekin, ghair say na mangain gay,
Aaqa aap kay bhikari to, hain bari anaa waalay.

Waqt kay salaami bhi, bheek lenay aatay hain,
Aray taajdaar aisay hain, yay khaak e naqsh e paa waalay.

Maal o zar ki yeh Altaf, kuch nahinn hamain parwaa,
Array jaan bhi lutatay hain, admi wafa waalay.

Cheir na hamain dunya, ham hain Mustafa (SAW) waalay,
Cheir na hamain dunya, ham hain Mustafa (SAW) waalay,

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...55 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...52 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...50 views
Mangte Khali Haath Na Laute LyricsMangte Khali Haath Na Laute Lyrics     Mangte Khali Haath Na...24 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...23 views

Leave a Comment