Ay Shahenshah E Madina Assalat O Wassalam Lyrics

Ae Shahenshah E Madinah Asslato Wasslam Naat Lyrics
Aye Shahenshah E Madina Assalat O Wassalam

Aye Shahenshah-e-madina, Assalat-o-wassalam
Zeenat-e arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam

Rabbi-habli-ummati kehte huway paida huay
Rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam

Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
Zeenat-e-arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam

Sar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may,
Keh raha he har sitara assalat-o-wassalam

Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
Zeenat-e-arshe-e mu’alla, assalat-o-wassalam

Mu’mino padhthay raho tum apnay aqa par durood
He farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam

Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
Zeenat-e-arshe mu’alla, assalat-o-wassalam

Mein woh sunni hu jamil-e qadri marnay ke ba’d
Mayra laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam

Ae shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam
Zeenat-e-arshe mu’allah, assalat-o-wassalam

Jab firishtay qabr mein jalwa dhikha-e aap ka
Ho zabban par pyaare aqa, assalat-o-wassalam,

Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
Zeenat-e-arsh-e mu’allah, assalatowassalam.

Popular Posts

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...21 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...17 views
नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया ! / Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Be-Misaal Aaya, Kamaal Aaya !नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया !...16 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...15 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...11 views

Leave a Comment