Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye
Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye,
Ham dard ke maro ko bhi taiba buliaye.
Guzray hamari zindagi gumbad ke saye me,
Bas esi zindagi hame Sarkar chahiye.
Aaqa yaha moujud hai Imaan hai mera,
Sab ya rasulallah ha ka nara lagayie.
Bigde huve banjayege sab kam dosto,
Muskil me zara aaqa ko dil se pukarye.
Jaye kahan dar chhod kar ham aap ka shaha,
Ham aasiyo ko apne daman me chhupaiye.
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,275 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,979 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,948 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,628 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,102 views
