Wo Hata Rahe Hain Parda Sarre Baam Chupke Chupke Lyrics

Wo Hata Rahe Hain Parda Sarre Baam Chupke Chupke Lyrics

 

Woh Hata Rahe Hain Parda
Woh Hata Rahe Hain Parda
Sar-E-Baam Chupke Chupke

Woh Hata Rahe Hain Parda
Sar-E-Baam Chupke Chupke
Mein Nazara Kar Raha Hoon
Sare-E-Shaam Chupke Chupke

Ye Jhuki Jhuki Nigaahein
Ye Hasein Hasein Isharay
Mujhe De Rahe Hain Shayed
Woh Payam Chupke Chupke

Na Dikhaao Chalte Chalte
Yun Kadam Kadam Pe Shokhi
Koi Katl Ho Raha Hai
Koi Katl Ho Raha Hai
Sar-E-Aam Chupke Chupke

Kabhi Shokhian Dikhana
Kabhi Un Ka Muskurana
Yeh Adaaein Kar Na Dalein
Mera Kaam Chupke Chupke

Ye Jo Hichkiyan Musalsal
Mujhe Aa Rahi Hain Alam
Koi Le Raha Hai Shayed
Koi Le Raha Hai Shayed
Mera Naam Chupke Chupke
You Might Also Like
Hai Kahan Ka Irada
Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Agar Yuhi Nazren
Nusrat Fateh Ali Khan
Sanson Ki Maala Pe Simrun Main
Nusrat Fateh Ali Khan
Woh Hata Rahe Hain Parda

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,593 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment