Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye
Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye,
Ham dard ke maro ko bhi taiba buliaye.
Guzray hamari zindagi gumbad ke saye me,
Bas esi zindagi hame Sarkar chahiye.
Aaqa yaha moujud hai Imaan hai mera,
Sab ya rasulallah ha ka nara lagayie.
Bigde huve banjayege sab kam dosto,
Muskil me zara aaqa ko dil se pukarye.
Jaye kahan dar chhod kar ham aap ka shaha,
Ham aasiyo ko apne daman me chhupaiye.
Popular Posts
Allah Badshah Maula Badshahअल्लाह बादशाह मौला बादशाह / Allah Badshah Maula Badshah या अल्लाहु !...6 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...5 views
Hai Noori Paseene Ki Mahak Se Ye Chaman Phoolहै नूरी पसीने की महक से ये चमन फूल | सर-ता-ब-क़दम है...5 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...3 views
Zamane Ki Nigahon Mein Wo Ruswa Ho Nahin Sakta Naat Lyricsज़माने की निग़ाहों में वो रुस्वा हो नहीं सकता / Zamane Ki...3 views