Meri Aankhen Tarasti Hain Ya Rab Mujh Ko Baagh E Madina Dikha De Naat Lyrics

Meri Aankhein Tarasti hein Ya Rabb Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

Roman (Eng) :

Meri Aankhein Tarasti hein Ya Rabb
Mujko Baage Madina dikhaade
Pyaar se Zindagi dene waale
Mujko Pyaare Nabi se mila de

Leke Talwaar Farook Ghar se
Qatl karne chale the Nabi ko
Paas Pahunche to ki Arz ro kar
Mere Mehboob Kalma Pada dein

Tan pe Kha Kha ke Zalim ke kode
Has ke Bole Bilaale Habashi
Mein na chhodunga Daaman Nabi ka
Be Haya Chaahe Jitni saza de

Karbala mein Husain Ibne Haidar
Haq se Farmaya Khoon mein naha kar
Taaj Shaahi Yazeedon ko de kar
Mujko Jaame Shahaadat pila de

हिंदी (Hindi) :

मेरी आँखें तरसती हैं या रब
मुझको बागे मदीना दिखादे
प्यार से ज़िन्दगी देने वाले
मुझको प्यारे नबी से मिला दे

लेके तलवार फ़ारूक़, घर से
क़त्ल करने चले थे नबी को
पास पहुंचे तो की अर्ज़ रो कर
मेरे मेहबूब कलमा पड़ा दे

तन पे खा खा के ज़ालिम के कोड़े
हस के बोले बिलाल हब्शी
में ना छोडूंगा दामन नबी का
बे हाय चाहे जितनी सजा दे

कर्बला में हुसैन इब्ने हैदर
हक़ से फ़रमाया खून में नहा कर
ताज शाही यज़ीदों को दे कर
मुझको जामे शहादत पीला दे

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,168 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...948 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...931 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...646 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...612 views

Leave a Comment