Ho Tum Allah Ki Pyari Ata Usman Zunnurain Lyrics

Ho Tum Allah Ki Pyari Ata Usman Zunnurain Lyrics
By Payal Patel / Leave a Comment / Manqabat Umar Farooq-e-Azam
Ho Tum Allah Ki Pyari Ata Usman Zunnurain Lyrics

 

हो तुम अल्लाह की प्यारी अता उस्मान ज़ुन्नूरैन
है ख़ुश तुमसे हबीब ए किबरिया उस्मान ज़ुन्नूरैन।

 

जनाबे हज़रत ए सिद्दीक़ जिन पर नाज़ करते थे
शहे बतहा के हैं वो बा-वफ़ा उस्मान ज़ुन्नूरैन।

 

दुलारे हैं जनाबे हज़रत-ए-फ़ारूक़-ए-आज़म के
हैं बाज़ू-ए-अली मुश्किल कुशा उस्मान ज़ुन्नूरैन।

 

हैं क़ातिब-ए-वही रब्बी के, कलामुल्लाह के जामे
हैं सच्चे ख़ादिम-ए-दीन-ए-ख़ुदा उस्मान ज़ुनूरैन।

 

जहेज़-ए हज़रत-ए बी-फ़ातिमा भी है दिया तूने
तू है महबूब, महबूब-ए-ख़ुदा उस्मान ज़ुन्नूरैन।

 

हया शौक़े फ़रीदी उनसे करते हैं मलाइक भी
हैं ऐसे बा-सफ़ा-ओ-बा-ह़या उस्मान ज़ुन्नूरैन।

Manqabat Khwan: Ghulam Mustafa Qadri

Ho Tum Allah Ki Pyari Ata Usman Zunnurain Lyrics English

ho tum allah ki pyari ata
Usman Zunnurain !!
Hai khush tumse habibe kibriya
Usman Zunnurain !!

 

Janabe Hazrat-e-siddique
Jin par Naaz karte the !!
Shahe batha ke hain wo Ba-wafa
Usman Zunnurain !!

 

Dulare hain janabe
hazrat-e-Farooq e Azam ke !!
Hain Bazu e Ali Mushkil kusha
Usman zunnurain !!

 

Hain Qaatib-e-wahi Rabbi ke,
kalamullah ke jaame !!
Hain Sachhe khadim-e-Deen-e-khuda
Usman zunnurain !!

 

Jahez-e-hazrat-e bi-Fatima
bhi hai diya tune !!
Tu hai mahboob, mahboob-e-khuda
Usman Zunnurain !!

 

Haya Shauqe faridi
unse karte hain Malaik bhi !!
Hain aise ba-safa o ba-haya
Usman Zunnurain !!

 

ho tum allah ki pyari ata Usman Zunnurain this Manqabat is Recited by Ghulam Mustafa Qadri in melodious voice

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,353 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment