SUNEGA KAUN MERI ILTEJA RASOOLLAH NAAT LYRICS
Sunega kaun meri ilteja rasoollah
Sunega kaun meri ilteja rasoollah
koi nahi hai tumhare siva rasoolallah
aqeedaton ke wo jazbe sabhi ranjeeda hai
mohabbaton ke chaman mein fiza raseeda hai
karaab huve hai jahaan mein wafa rasoolallah
hamare haaton se daaman tumhara choot gaya
yahi qata hai ke maula humse root gaya
qubool hoti nahi hai dua rasoolallah
khuda ki yaad me aansoon bahane waaley gaye
tumhare naam pe jaaney lutaaney waley gaye
dikhao phirse maujza rasoolallah
Huzoor appki ummat giri gunahon me
khuda ke waaste lelo isey panaho mein
gunahgaron ki haajat rawa rasoolallah
Sunega kaun meri ilteja rasoollah
koi nahi hai tumhare siva rasoolallah
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,211 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,959 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,936 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,609 views