SHUJAAT KA JOHAR DIKHANE CHALE HAI NAAT LYRICS
Shujaat Ka Johar Dikhane Chale Hai
Lahu Dine Haque Ko Pilane Chale Hai
Mena Me To Jannat Ka Dumba Kata Tha
Hussain Aaj Kunba Katane Chale Hai
Nabi Unke Nana To Haidar Hai Baba
Hussain Aap The Mustafa Ka Mushaba
Jo Kaabe Ka Kaaba Hai Unka Nawasa
Lahu Deke Kaaba Bachane Chale Hai
Ajab Tha Wo Manzar Ajab Thi Kahani
Bana Karbala Sabr Ki Rajhdhani
Labe Naaz E Aqdas Ko Tarsa Hai Paani
Wo Kousar Ka Dhara Bahane Chale Hai
Machalti Hui Unki Hasrat To Dekho
Lagi Pyas Ki Unki Shiddat To Dekho
Chhe Maah Mujahid Ki Himmat To Dekho
Ke Hulkum Pe Teer Khane Chale Hai
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...4,225 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,143 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...971 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...815 views