Dil Me Ho Yad Teri Gosha E Tanhai Ho Naat Lyrics | Barkate Raza

Dil Me Ho Yad Teri Gosha E Tanhai Ho Naat Lyrics

 

 

Naatkhwah – Alhaaz Owais Raza Qadri
Writer – Maulana Hasan Raza Khan

 

 

Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha-e-Tanhai Ho
Phir To Khalwat Mein Ajab Anjuman Aaraii Ho

Aastane Pe Tere Sarr Ho Ajal Aayi Ho
Aur Aye Jaane Jahaan Tu Bhi Tamashaii Ho

Aaj Jo Aib Kisi Par Nahi Khulne Dete
Kab Wo Chahenge Meri Hashr Mein Ruswayi Ho

Yahi Manzoor Tha Kudrat Ko Ke Saaya Na Bane
Aise Yakta Ke Liye Aisi Hi Yaktayii Ho

Kabhi Aisa Na Huwa Unke Karam Ke Sadqe
Haath Ke Failne Se Pehle Naa Bheekh Aayi Ho

Band Jab Khwaabe Ajal Se Ho “Hasan” Ki Aankhein
Uski Nazron Mein Tera Jalwa-e-Zebayii Ho

Band Jab Khwaabe Ajal Se Ho Hamari Ki Aankhein
Hamri Nazron Mein Tera Jalwa-e-Zebayii Ho

Uski Qismat Pe Fidaa Takhte Shahe Ki Raahat
Khaak e Taybah Pe Jise Chain Ki Neend Aayi Ho

Khaakh Paamal Garibaan Ko Na Kyun Zinda Kare
Jis Daamaan Ki Hawa Bad e Maseehaii Ho

Taaj Waalo Ki Khwaaish He Ke Unke Dar Par
Hum Ko Haasil Sharf e Nasiyaa Farsaii Ho

 

 

दिल मे हो याद तेरी गोशा-ए-तन्हाई हो
फिर तो खलवत में अजब अंजुमन आराई हो

आस्ताने पे तेरे सर हो अजल आइ हो
और ऐ जाने जहाँ तू भी तमाशाई हो

आज जो ऐब किसि पर नहीं खुलने देते
कब वो चाहेंगे मेरी हश्र में रुसवाई हो

यही मंज़ूर था कुदरत को के साया न बने
ऐसे यकता के लिये ऐसी ही यकताई हो

कभी ऐसा न हूवा उनके करम के सदके
हाथ के फैलने से पेहले न भीख आई हो

बंध जब ख्वाबे अजल से हो “हसन” की आंखें
उसकी नजरों में तेरा जलवा-ए-ज़ेबायी हो

बंध जब ख्वाबे अजल से हो हमारी की आंखें
हमरी नजरों में तेरा जलवा-ए-ज़बायी हो

उसकी क़िस्मत पे फ़िदा तख्ते शहे की राहत
खाक-ए-तयबाह पे जीसे चैन की नींद आई हो

खाख पामाल गरिबां को न क्यूँ ज़िंदा करे
जीस दामन की हवा बद-ए-मसीहाई हो

ताज वालो की ख्वाहिश हे के उनके डर पर
हम को हासील शर्फ-ए-नसिया फ़रसाई हो

 

 

દિલ મેં હો યાદ તેરી ગોશાએ તન્હાઇ હો
ફિર તો ખલવત મેં અજબ અંજુમન આરાઈ હો

આસ્તાને પે તેરે સર હો અજલ આઈ હો
ઔર અય જાને જહાં તુ ભી તમાશાઈ હો

આજ જો ઐબ કિસી પર નહીં ખુલ્ને દેતે
કબ વો ચાહેંગે મેરી હશ્ર મેં રુસ્વાઈ હો

યહી મંજુર થા કુદરત કો કે સાયા ના બને
ઐસે યકતા કે લિયે ઐસી હી યકતાયી હો

કભી ઐસા ના હુવા ઉનકે કરમ કે સદકે
હાથ કે ફૈલને સે પેહલે ના ભીખ આયી હો

બંધ જબ ખ્વાબે અજલ સે હો “હસન” કી આંખે
ઉસકી મેં તેરા જલવ-એ-ઝેબાઈ હો

બંધ જબ ખ્વાબે અજલ સે હો હમારી આંખે
હમરી નઝરોં મેં તેરા જલવ-એ-ઝેબાઈ હો

ઉસકી કિસ્મત પે ફિદા તખ્તે સહી કી રાહત
ખાકે તયબાહ પે જિસે ચૈન કી નીંદ આયી હો

ખાક પામાલ ગરીબાં કો ના ક્યૂં ઝિંદા કરે
જીસ દામન કી હવા બદએ મસીહાઇ હો

તાજ વાલો કી ખ્વાહીશ હૈ કે ઉનકે દર પર
હમ કો હાસીલ શર્ફએ નસીયા ફરસાઈ હો

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,938 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...901 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...723 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...514 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...474 views

Leave a Comment