छोड़ फ़िक्र दुनिया की, चल मदीने चलते हैं / Chhod Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain

छोड़ फ़िक्र दुनिया की, चल मदीने चलते हैं / Chhod Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain

छोड़ फ़िक्र दुनिया की, चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैंछोड़ फ़िक्र दुनिया की

रहमतों के बादल के साए साथ चलते हैं
मुस्तफ़ा के दीवानें घर से जब निकलते हैं

छोड़ फ़िक्र दुनिया की

हम को रोज़ मिलता है सदक़ा प्यारे आक़ा का
उन के दर के टुकड़ों पर ख़ुश-नसीब पलते है

छोड़ फ़िक्र दुनिया की

आमिना के प्यारे का, सब्ज़-गुंबद वाले का
जश्न हम मनाते हैं, जलने वाले जलते हैं

छोड़ फ़िक्र दुनिया की

सिर्फ़ सारी दुनिया में वो तयबा की गलियाँ हैं
जिस जगह पे हम जैसे खोटे सिक्के चलते हैं

छोड़ फ़िक्र दुनिया की

सच है ग़ैर का एहसाँ वो कभी नहीं लेते
ए ‘अलीम ! आक़ा के जो टुकड़ों पे पलते हैं

ना’त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी
असद रज़ा अत्तारी
संदली अहमद


chho.D fikr duniya ki, chal madine chalte hai.n
mustafa Gulaamo.n ki qismate.n badalte hai.nchho.D fikr duniya ki

rahmato.n ke baadal ke saae saath chalte hai.n
mustafa ke deewaane.n ghar se jab nikalte hai.n

chho.D fikr duniya ki

ham ko roz milta hai sadqa pyaare aaqa ka
un ke dar ke Tuk.Do.n par KHush-naseeb palte hai.n

chho.D fikr duniya ki

aamina ke pyaare ka, sabz-gumbad waale ka
jashn ham manaate hai.n, jalne waale jalte hai.n

chho.D fikr duniya ki

sirf saari duniya me.n wo tayba ki galiyaa.n hai.n
jis jagah pe ham jaise khoTe sikke chalte hai.n

chho.D fikr duniya ki

sach hai Gair ka ehsaa.n wo kabhi nahi.n lete
ai ‘Aleem ! aaqa ke jo tuk.Do.n pe palte hai.n

Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri
Asad Raza Attari
Sandali Ahmad

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...291 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...162 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...139 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...137 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...125 views

Leave a Comment