अजमेर चल के देखो रुतबा अली के

Ajmer chal ke dekho rutba ali ke ghar ka lyrics
Ajmer chal ke dekho rutba ali ke ghar ka

 

Ajmer chal ke dekho rutba ali ke ghar ka
Khwaja luta rahe hain sadqa ali ke ghar ka

अजमेर चल के देखो रुत़बा अली के घर का
ख्वाजा लुटा रहे हैं सदक़ा अली के घर का

 

Sagar ka poora paani aa jayega simat kar
Pahuncha hai leke khadim kaasa ali ke ghar ka

सागर का पूरा पानी आ जाएगा सिमटकर
पहुंचा है लेके खादिम कासा अली के घर का

 

Khwaja se aake bola kalma hamen padhao
Jai paal ne jo dekha jalwa ali ke ghar ka

ख्वाजा से आकर बोला कलमा हमें पढ़ाओ
जयपाल ने जो देखा जल्वा अली के घर का

 

(chhay) 6 maah ka ali bhi maida.n me aa gaya hai
Hai kis qadar bahaadar beta ali ke ghar ka

छ: 6 माह का अली भी मैदां में आ गया है
है किस क़दर बहादुर बेटा अली के घर का

 

Mahshar me pyaas teri kaise bujhe yazeedi
Kousar pe to rahega qabza ali ke ghar ka

महशर में प्यास तेरी कैसे बुझे यज़ीदी
कौसर पे तो रहेगा कब्ज़ा अली के घर का

 

Khwaja luta rahe hain sadqa ali ke ghar ka
Ajmer chal ke dekho rutba ali ke ghar ka

ख्वाजा लुटा रहे हैं सदक़ा अली के घर का
अजमेर चल के देखो रुत़बा अली के घर का

 

Sajde jaha.n me zahid yun to bahut huye hain
Mashhoor hai jaha.n me sajda ali ke ghar ka

सजदे जहां में ज़ाहिद यूं तो बहुत हुए हैं
मशहूर है जहां में सजदा अली के घर का

 

Khwaja luta rahe hain sadqa ali ke ghar ka
Ajmer chal ke dekho rutba ali ke ghar ka

ख्वाजा लुटा रहे हैं सदक़ा अली के घर का
अजमेर चल कर देखो रुत़बा अली के घर का

Manqabat Khwan: Muhammad Azam Raza Tahseeni

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,517 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,534 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,270 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,179 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,072 views

Leave a Comment