Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika,

Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika,
Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika.Jashn-e-Milad un nabi hay, Noor ki chaadar tani hay,
Roshani hi roshani hay, Har taraf yay doom machi hay.
Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika,
Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika.

Ya habeeb-e-rab-e-daawar,Azpa-ay Siddeeq-e-Akbar,
Aur Umar Usmaan O Haydar, Chashmay baytar Do qalb-e-uzz par.
Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika,
Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika.

Become a member
Rahmatal Lil Aalameena, Ho ataa aysa kareena,
Daykh kar meetaa madina, Ishq-e-main patjaa ay seena.
Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika,
Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika.

Aakhari lamhay jab aa-ain, Kaash wo tashreef laa-ain,
Apnay jalwon main gumaa-ain, Joom-e-kar ham gun gunaa-ain.
Ya Nabi Salaam Alaika, Ya Rasul Salaam Alaika,
Ya Habib Salaam Alaika, Salawatullaah Alaika.

Hashr-e-main sarkaar-e-aanaa, Mayray ayb ko chupaana,
Apnay rab say bakhsh, Saath-e-jannat may bassaana
Ya Nabi Salaam Alaika,Ya Rasul Salaam Alaika,
Ya Habib Salaam Alaika,Salawatullaah Alaika.

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,404 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,543 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,566 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,538 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,300 views

Leave a Comment