Zindagi Ka Bharosa Nahin Lyrics

Zindagi Ka Bharosa Nahin, Zikr E Haider Kiya Kijiye ek nihayat hi maqbool aur roohani Manqabat-e-Maula Ali hai jo dilon ko Shere Khuda ki mohabbat se labrez karti hai.
Is kalam me Maula Ali ki wilayat ki fazilat, unke waseele ki mahanata aur unse adawat rakhne walon se doori ki naseehat ko nihayat hi lajawab aur asar-dar andaz me bayan kiya gaya hai.
Aaiye is barqat bhari Manqabat ke mukammal lyrics ko Roman, Hindi aur Urdu zabaan me nihayat adab o ahtiram ke sath padhte hain.

Naat InformationDetails
Naat TitleZindagi Ka Bharosa Nahin
Poet / WriterImran
CategoryManqabat-e-Maula Ali (K.W.)
Naatkhawan / ReciterMultiple Reciters

Naat Lyrics in Roman

Zindagi Ka Bharosa Nahin, Zikr E Haider Kiya Kijiye
Akbat Bhi Sanwar Jaye Gi, Yeh Fariza Aada Kijiye.

Lakh Sajde Kiye Jaye, Phir Bhi Bakhsish Na Ho Paye Gi
Yeh Muhammad Ka Farman Hai, In Kay Ghar Say Wafa Kijiye.

Mar Bhi Jayein To Martay Nahin, Hum To Kasrat Say Darte Nahin
Kufr Hai Agar Wilaye Ali, Hum Ko Kafir Kaha Kijiye.

Dar Pay Aa Ker Yeh Shabir Kay, Aik Rahib Nay Ki Iltaja
Main Sawali Houn Shah E Zaman, Mujko Baitay Aata Kijiye.

Bughz E Haider Hai Bugz E Nabi, Yeh Najasat Hai Sab Say Bari
Jo Ali Say Adawat Rakhay, Dur Us Say Raha Kijiye.

Do Fariqain Main Aik Hi, Haq Pay Hota Hai Aie Dosto
Koun Jang E Jamal Main Magar, Haq Pay Tha Faisla Kijiye.

Ya Ali Mukhtar Hain, Anbiya Ke Madad Gar Hain
Jitnay Momin Hain Uqda Kusha, Unki Hajat Rawan Kijiye.

Aal E Ahmed Kay Zakir Muhib, Zikr Ghairoon Ka Kertay Nahin
App Shayer Hain Imran Ke, Maqabat He Likha Kijiye.

Zindagi Ka Bharosa Nahin, Zikr E Haider Kiya Kijiye
Aaqbat Bhi Sanwar Jaye Gi, Yeh Fariza Aada Kijiye.

Naat Lyrics in Hindi

ज़िन्दगी का भरोसा नहीं, ज़िक्र-ए-हैदर किया कीजिए
आक़िबत भी सँवर जाएगी, यह फ़रीज़ा अदा कीजिए

लाख सज्दे किए जाएँ, फिर भी बख़्शिश ना हो पाएगी
यह मुहम्मद का फ़रमान है, इन के घर से वफ़ा कीजिए

मर भी जाएँ तो मरते नहीं, हम तो कसरत से डरते नहीं
कुफ़्र है अगर विला-ए-अली, हम को काफ़िर कहा कीजिए

दर पे आ कर यह शब्बीर के, एक राहब ने की इल्तिजा
मैं सवाली हूँ शाह-ए-ज़माँ, मुझको बेटे अता कीजिए

बुग़्ज़-ए-हैदर है बुग़्ज़-ए-नबी, यह नजासत है सब से बड़ी
जो अली से अदावत रक्खे, दूर उससे रहा कीजिए

दो फ़रीक़ैन में एक ही, हक़ पे होता है ऐ दोस्तों
कौन जंग-ए-जमल में मगर, हक़ पे था फ़ैसला कीजिए

या अली मुख़्तार हैं, अम्बिया के मददगार हैं
जितने मोमिन हैं उक़्दा कुशा, उनकी हाजत रवाँ कीजिए

आल-ए-अहमद के ज़ाकिर मुहिब, ज़िक्र ग़ैरों का करते नहीं
अप शायर हैं इमरान के, मन्क़बत ही लिखा कीजिए

ज़िन्दगी का भरोसा नहीं, ज़िक्र-ए-हैदर किया कीजिए
आक़िबत भी सँवर जाएगी, यह फ़रीज़ा अदा कीजिए

Naat Lyrics in Urdu

زندگی کا بھروسہ نہیں، ذکرِ حیدر کیا کیجیے
عاقبت بھی سنور جائے گی، یہ فریضہ ادا کیجیے

لاکھ سجدے کیے جائیں، پھر بھی بخشش نہ ہو پائے گی
یہ محمد ﷺ کا فرمان ہے، ان کے گھر سے وفا کیجیے

مر بھی جائیں تو مرتے نہیں، ہم تو کثرت سے ڈرتے نہیں
کفر ہے اگر ولائے علی، ہم کو کافر کہا کیجیے

در پہ آ کر یہ شبیر کے، ایک راہب نے کی التجا
میں سوالی ہوں شاہِ زماں، مجھ کو بیٹے عطا کیجیے

بغضِ حیدر ہے بغضِ نبی، یہ نجاست ہے سب سے بڑی
جو علی سے عداوت رکھے، دور اس سے رہا کیجیے

دو فریقین میں ایک ہی، حق پہ ہوتا ہے اے دوستو
کون جنگِ جمل میں مگر، حق پہ تھا فیصلہ کیجیے

یا علی مختار ہیں، انبیاء کے مددگار ہیں
جتنے مومن ہیں عقدہ کشا، ان کی حاجت رواں کیجیے

آلِ احمد کے ذاکر محب، ذکر غیروں کا کرتے نہیں
آپ شاعر ہیں عمران کے، منقبت ہی لکھا کیجیے

زندگی کا بھروسہ نہیں، ذکرِ حیدر کیا کیجیے
عاقبت بھی سنور جائے گی، یہ فریضہ ادا کیجیے

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,279 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,980 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,948 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,629 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,104 views

Leave a Comment