Zikre Salle Ala Naat Lyrics

Zikre Salle Ala Naat Lyrics

 

 

zikre salle ala naat lyrics
Zikre salle ala Naat Lyrics

 

 


 

 

Zikre Salle Ala Ki Hai Mehfil Saji
Aashiqan E Mustafa Hai Aaye Huwe
Unse Khush Hai Khuda, Khush Hai Khud Mustafa
Mehfil E Naat Joh Hai Sajaye Huwe

Arsh Se Farsh Tak Noor Hi Noor Hai
Jisko Dekho Wohi Aaj Masroor Hai
Aauj Par Hai Haleema Muqaddar Tera
Tere Ghar Me Muhammad Hai Aaye Huwe

Sabz Gumbad Ka Saaya Ataa Kijiye
Apne Daaman Me Do Gaz Jagah Dijiye
Mere Aaqa Nigahe Karam Kijiye
Khali Jholi Toh Hum Bhi Hai Laaye Huwe

Aaj Maangogey Joh Kuch Woh Mil Jayega
Hai Karam Hi Karam Hai Ataa Hi Ataa
Sadqa Mehboob Ka De Raha Hai Khuda
Abre Rehmath Bhi Dekho Hai Chaye Huwe

Is Karam Ka Karun Shukr Kaise Adaa
Joh Karam Mujhpe Mere Nabi Ne Kiya
May Sajata Hoon Sarkar Ki Mehfil
Mujhko Har Ghum Se Rab Ne Baree Kar Diya

Joh Bhi Baitha Hai Mehfil Me Sarkar Ki
Haazri Mil Gayi Jisko Darbar Ki
Koi Siddiq Farooq Usman Huwe
Aur Kisi Ko Nabi Ne Ali Kardiya

 

 

 


 

જિક્રે સલ્લે આલા કી હૈ મહ્ફિલ સજી
આશિકાને મુસ્તફા હૈ આએ હુવે
ઉનસે ખુશ હૈ ખુદા, ખુશ હૈ ખુદ મુસ્તફા
મહ્ફિલે નાત જો હૈ સજાયે હુવે

અર્શ સે ફર્શ તક નૂર હી નૂર હૈ
જિસકો દેખો વોહી આજ મસ્રૂર હૈ
આઉજ પર હૈ હલીમા મુકદ્દર તેરા
તેરે ઘર મેં મુહમ્મદ હૈ આએ હુવે

સબ્જ઼ ગુમબદ કા સાયા અતા કિજિએ
અપને દામન મેં દો ગજ જગાહ દીજિએ
મેરે આકા નિગાહે કરમ કિજિએ
ખાલી ઝોલી તો હુમ ભી હૈ લાએ હુવે

આજ માંગોગે જો કુચ્છ વો મિલ જાયેગા
હૈ કરમ હી કરમ હૈ અતા હી અતા
સદકા મહબૂબ કા દે રહા હૈ ખુદા
અબરે રહમત ભી દેખો હૈ છાએ હુવે

ઇસ કરમ કા કરુન શુક્ર કૈસે અદા
જો કરમ મુઝપે મેરે નબી ને કિયા
મઈ સજાતા હૂં સરકાર કી મહેફિલ
મુઝકો હર ગમ સે રબ ને બરી કર દિયા

જો ભી બૈઠા હૈ મહ્ફિલ મેં સરકાર કી
હાજરી મિલ ગઈ જિસકો દરબાર કી
કોઈ સિદ્દીક ફારૂક ઉસ્માન હુવે
ઔર કિસી કો નબી ને અલી કર દિયા

 


 

 

जिक्रे सल्ले अला की है महफिल सजी
आशिक़ाने मुस्तफा है आए हुवे
उनसे खुश है ख़ुदा, ख़ुश है ख़ुद मुस्तफा
महफ़िले नात जो है सजाए हुवे

अरश से फ़र्श तक नूर ही नूर है
जिसको देखो वही आज मस्रूर है
आऊज पर है हलीमा मुक़द्दर तेरा
तेरे घर में मुहम्मद है आए हुवे

सब्ज़ गुम्बद का साया अता कीजिए
अपने दामन में दो गज जगह दीजिए
मेरे आक़ा निगाहे करम कीजिए
ख़ाली झोली तो हम भी है लाए हुवे

आज मांगोगे जो कुछ वो मिल जाएगा
है करम ही करम है अता ही अता
सद्क़ा महबूब का दे रहा है ख़ुदा
अब्रे रहमत भी देखो है छाए हुवे

इस करम का करूं शुक्र कैसे अदा
जो करम मुझपे मेरे नबी ने किया
मई सजाता हूँ सरकार की महफ़िल
मुझको हर गम से रब ने बरी कर दिया

जो भी बैठा है महफ़िल में सरकार की
हाज़री मिल गई जिसको दरबार की
कोई सिद्दीक़ फ़ारूक़ उस्मान हुवे
और किसी को नबी ने अली कर दिया

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment