zeenat-e-mashriqain likh dena
qalb-e-zahra ka chain likh dena
Jab kabhi karbala ki yaad aaye
aansuon se husain likh dena
faatima bi ke chain aaye hain
shah-e-mashriqain aae hain
aisa lagta hai aaj mehfil main
mere maula hussain aye hain
muskurana sikha gaye hain hussain
sar uThaana sikha gaye hain husain
sar jhukana nahi.n zamaane main
sar katana sikha gae hain hussain
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,653 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,572 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,291 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,195 views