Zarray Jhar Kar Teri Pezaron Kay Naat Lyrics
Zarre Jarr Kar Teri Paizaaro Ke
Taaj E Sarr Bante Hai Sayyaro Ke
Hum Se Chooro Pe Jo Farmaye Karam
Khala’at E Zarr Bane Pashtaar O Ke
Mere Aaqa Ko Wo Dar Hai Jis Par
Maathe Ghiss Jaate Hai Sardar O Ke
Mere Ishaa Tere Sadqe Jaau
Toor Be Toor Hai Beemaar O Ke
Mujrim O Chashm E Tabassum Rakho
Phool Banjaate Hai Angaar O Ke
Tere Abroo Ke Tassaduq Pyare
Bandh Kule Hain Gar Iftar O Ke
Jaan O Dil Tere Qadam Par Waarey
Kya Naseebey Hai Tere Yaar O Ke
Sidq O Adl O Karam O Himmat Me
Chaar Soo Shohrey Hai In Chaar O Ke
Behr E Tasleem Ali Maidaa’n Me
Sar Jhuke Rehte Hai Talwar O Ke
Kaise Aaqao Ka Banda Hu Raza
Bol Baale Meri Sarkar O Ke
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,951 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,099 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...967 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...754 views