Yeh Baray Karam Ke Hain Faislay Naat Lyrics

Yeh Baray Karam ke Hain Faislay Naat Lyrics by Waheed Zafar Qasmi

 

Yeh Baray Karam ke Hain Faislay Naat Lyrics: Yeh Baray Karam Ke Hain Faislay – Urdu Audio Naat with Lyrics – Waheed Zafar Qasmi Below are lyrics of this Naat.

Na Kahi Sy Dor Hain Mazilain
Na Koi Kareeb Ki Bat Ha
Jisey Chahe Usko Nawaz Dyn
Ye Dar-e-Habib Ki Bat Ha

Jisey Chaha Dar py Bula Liya
Jisey Chaha Apna Bana Liya
Yeh Baray Karam K Hain Faislay
Yeh Baray Naseeb Ki Baat Ha

Wo Bhatak K Raah Ma Reh Gi
Yeh Machal k Dar Sy Lipit Gayi
Wo Kisi Ameer Ki Shaan Thi
Yeh Kisi Ghareeb Ki Bat Ha

Mujhe Jaan Sy Bhar K Aziz Dil
Mera Dard-e-Dil Sy Aziz Tar
Ha Jo Dard Sy Bhi Aziz Tar
Wo Mere Habib Ki Baat Ha

Ma Buron Sy Lakh Bura Sahi
Magar Unsy Ha Mera Wasta
Meri Laaj Rakh Ly Mere Khuda
Yeh Tere Habib Ki Baat Ha

Tujhe Ay Munawar-e-Benawa
Dar-e-Shah Sy Chahiye or Kya
Jo Naseeb Ho Kabhi Samna
To Baray Naseeb Ki Baat Ha

Na Kahi Sy Dor Hain Mazilain
Na Koi Kareeb Ki Bat Ha

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment