Yaad e Taiba Me Tadapne ka Qareena de do

इज़्न-ए-तयबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो / Izn-e-Tayba Mujhe Sarkar-e-Madina De Do
इज़्न-ए-तयबा मुझे, सरकार-ए-मदीना ! दे दो
ले चले मुझ को जो तयबा वो सफ़ीना दे दो

याद-ए-तयबा में तड़पने का क़रीना दे दो
चश्म-ए-तर, सोज़-ए-जिगर, शाह-ए-मदीना ! दे दो

चार यारों का तुम्हें वासिता देता हूँ, शहा !
अपना ग़म मुझ को शहंशाह-ए-मदीना दे दो

वक़्त-ए-आख़िर है चली जान, रसूल-ए-अकरम !
इक झलक, ऐ मेरे सुल्तान-ए-मदीना ! दे दो

सदक़ा शहज़ादी-ए-कौनैन का क़दमों में मौत
मुझ को दे दो, मेरे सुल्तान-ए-मदीना दे दो

कसरत-ए-माल की आफ़त से बचा कर, आक़ा !
अपने ‘अत्तार को उल्फ़त का ख़ज़ीना दे दो

शायर:
मुहम्मद इल्यास अत्तार क़ादरी

ना’त-ख़्वाँ:
असद रज़ा अत्तारी

 

izn-e-tayba mujhe, sarkaar-e-madina ! de do
le chale mujh ko jo tayba wo safeena de do

yaad-e-tayba me.n ta.Dapne ka qareena de do
chashm-e-tar, soz-e-jigar, shaah-e-madina ! de do

chaar yaaro.n ka tumhe.n waasita deta hu.n, shaha !
apna Gam mujh ko shahanshaah-e-madina de do

waqt-e-aaKHir hai chali jaan, rasool-e-akram !
ik jhalak, ai mere sultaan-e-madina ! de do

sadqa shahzaadi-e-kaunain ka qadmo.n me.n maut
mujh ko de do, mere sultaan-e-madina ! de do

kasrat-e-maal ki aafat se bacha kar, aaqa !
apne ‘Attar ko ulfat ka KHazeena de do

Poet:
Muhammad Ilyas Attar Qadri

Naat-Khwaan:
Asad Raza Attari

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...279 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...162 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...129 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...128 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...115 views

Leave a Comment