Yaa Gaus Bulao Hame Baghdad Bulao Lyrics
Yaa Guas bulao hame Baghdad bulao
Baghdad bulakar hame jalwa bhi dikhao
Duniya ki mohabbat se meri jaan chudao
Deewana mujhe Shah e Madina ka banao
Naiya meri majhdaar me sarkar phasi hai
Imdaad ko aao meri Imdaad ko aao
Yaa Peer mai isiya ke samundra me hu galta
Lillah kehta hu ki tabahi se bachao
Achko ke kharidaar toh har jaan pe hai murshid
Badkar kaha jaaye jo tum bhi na nibaho
Attar ko har ek ne dhutkaar diya hai
Yaa Gaus isse Daaman e Rehmat me chupao
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,952 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,099 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...967 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...755 views