Ya Shahe Behro Bar Naat Lyrics

Ya Shahe Behro Bar Naat Lyrics

 

Ya shahe behrobar ho karam ke nazar(x2)
Sabh ki bigiri banana tera kaam a hai(x2)

Thokarai khaa ke girna mera kaam hai(x2)
Har kadam pur uthana tera kaam hai(x2)
Line2(x2)

Terai kadmo Mei anaa mera kaam a tha (x2)
Meri kismet jagana tera kaam hai(x3)
Meri ankho ko hai deed ki arazoo (x2)
Rukh sai parda uthana tera kaam hai.(x2)
Sabh ki bigiri banana tera kaam hai

Teri choukat kahan aur kaha ye jabeen x2
Terai faizo karam ki to had hi nahin x2
Jin ko duniya mai na koi apna kahen x2
Unko apna banana tera kaam hai

Baara bat ta hai sultanai kaunain ka(x2)
Sadka Moula Ali sadka Husnain ka (x3)
Sadka khwaja piya ghause thaklayn-ka (x2)
Hazari hogaye ye be inaam-e-hai.(x2)
Line2(x2)

Merai dil mai teri yaad ka raaj hai (x2)
Zehn terai tassawur ka mohtaaj hai.(x2)
Repeat
Ek nigaahai karam hi meri laaj hai.(x2)
Laaj meri nibhaana tera kaam hai.(x2)
Line 2(x2)

Tosha-e-akhirat hai sanakhan ka.(x2)
Zikr karta rahai terai faizan ka.(x3)
Teri naaatein sunnana mera kaam hai.(x2)
Sun kai Taiba bulana tera kaam hai.(x2)
Line 2(x2)

Saakiya jaan qurban terai jam pur.(x2)
Ho nigaahei karam apnai khudaam pur.(x3)
Chhor di hum nai kashti terai naam pur.(x2)
Abh kinarai lagaana tera kaam hai.(x2)
Line1(x2)

Faiz jaari tera ta qayamat rahai.(x2)
Teri Nabiyon pai qayam imaamat rahai.(x3)
Teri Mehboob chokat salamat rahai.(x2)
Ganj rehmat lootana tera kaam hai.(x2)
Line2(x2)

Pesh har aarzoo har tamanna karo.(x2)
Thaamlo Jaaliyan iltijaayai karo.(x3)
Maangnai valo daaman kushada karo.(x2)
Pyarai Akaa ka faizo karam aam hai.(x2)
Line2(X2)

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...337 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...208 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...194 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...168 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...156 views

Leave a Comment