ya rasulallah shafqat kijiye Naat Lyrics
Ya rasulallah shafqat kijiye
Aasiyo par nazare rehmat kijiye
Dafae jumla bala bhi aap he
Gam ko aaka jald rukhsad kijiye
Ya rasulallah shafqat………
Roze mehsar lab pe hogi ye sada
Shafae ummat shafaat kijiye
Ya rasulallah shafqat………
Darke tukdo se gujara he mera
Rinzak me mere bhi vusat kijiye
Ya rasulallah shafqat………
Ilme nafea ho ata mujko huzur
Dur mujse ab jahalat kijiye
Ya rasulallah shafqat………
Damne ‘shakir’ he faila ae karim
Sadka achchho ka inayat kijiye
Ya rasulallah shafqat………
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,977 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,906 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,896 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,499 views