Ya Rasoole Khuda Aasra Dijiye Naat Lyrics

Ya Rasoole Khuda Aasra Dijiye Naat Lyrics

 

Ya Rasoole Khuda Aasra Dijiye Lyrics

 

Ya Rasoole Khuda Aasra Dijiye Naat Lyrics

या रसूले ख़ुदा आसरा दीजिये वरना अश्क़ों के मोती बिखर जायेंगे
दर्दे फुर्क़त से हम इतने मजबूर हैं अब इनायत न होगी तो मर जायेंगे
Ya Rasoole Khuda Asra Dijiye Warna Ashqon Ke Moti Bikhar Jaayenge
Darde Furqat Se Ham Itne Majboor Hain Ab Inayat Na Hogi To Mar Jayenge

 

ये ज़माने के ग़म ये हज़ारों सितम बैठा जाता है दिल टूट जाता है दम
हम पे रह़मत न होगी तो सरकार हम किसको आवाज़ देंगे किधर जायेंगे
Ye Zamane Ke Gham Ye Hazaron Sitam Baitha Jata Hai Dil Toot Jata Hai Dam
Ham Pe Rahmat Na Hogi To Sarkar Ham Kisko Aawaz Denge Kidhar Jayenge

 

औज पर आशिक़ों का नसीब आयेगा नूर लेकर ख़्याले ह़बीब आयेगा
देखना जब मदीना क़रीब आयेगा रास्ते में सितारे बिखर जायेंगे
Auz Par Aashiqon Ka Naseeb Aayega Noor Lekar Khayale Habib Aayega
Dekhna Jab Madina Qareeb Aayega Rastey Me Sitare Bikhar Jayenge

 

ग़म उठाते रहो मुस्कुराते रहो नात पढ़ते रहो गुनगुनाते रहो
आफ़तें उनके सदक़े में टल जायेंगी दर्द-ओ-ग़म आयेंगे और गुज़र जायेंगे
Gham Uthatey Raho Muskurate Raho Naat Padhte Raho Gungunate Raho
Aaften Unke Sadqe Me Tal Jayengi Dard-o-Gham Aayenge Aur Guzar Jayenge

 

हम ग़रीबों का अनवर ये ईमान है जब भी कोई मुसीबत का दौर आयेगा
या मुह़़म्मद के नारे लगाते हुए हर कठिन रास्ते से गुज़र जायेंगे
Ham Ghareebon Ka Anwar Ye Iman Hai Jab Bhi Koi Musibat Ka Dour Aayega
Ya Muhammad Ke Naare Lagate Hue Har Kathin Raaste Se Guzar Jayenge

 

Ya Rasoole Khuda Aasra Dijiye Naat Lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,755 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...884 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...613 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...512 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...455 views

Leave a Comment